Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

The signs of last day

613
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 6 Jahre
Schließen

Alamate Qayamat {TEST-20}

Frage 1 von 10

1

Q1. Surah Zukhroof ayat 61 : Isa (as) _____________________ qayamat ki ek nishani hai.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Ki paidaish

  • Ka nuzool

  • Ka suli diya jana

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Q2. Isa (as) ke ahed mubarak mein kya nahi hoga ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Adal wa insaaf

  • Pyaar wa mohabbat

  • Hasad, bugz aur kina

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Q3. Isa (as) ka zamana khilafat kitne saal hoga ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • 30

  • 20

  • 40

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Q4. Isa (as) ke ahed mubarak mein tamam mazahib ka kya hoga ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Sub mazahib ko aman hasil hoga

  • Sub mazahib khatam hojaenge

  • Sub mazahib ku urooj milega

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Q5. Isa (as) ka zameen per nuzool hone ke baad wo shadi karenge aur unki aulad hogi

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Sahi

  • Ghalat

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Q6. Nuzool masih ke hawale se qadyanio ka kya aqeeda hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Isa (as) ka nuzool hoga

  • Isa (as) faut ho chuke

  • Isa (as) dajjal ko qatal karenge

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Q7. Kisne Yajooj Majooj ko bada band tameer karke qaid kardiya tha ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Zul Qarnain

  • Namrood

  • Isa (as)

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Q8. Yajooj Majooj kis bemari mein mubtala hokar marenge ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Gardan ki

  • Maide ki

  • Gurde ki

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Q9. Yajooj Majooj se bachne ke liye Allah ke hukum se Isa (as) musalmano ko kahan le jaenge ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Kohe Tur

  • Makkah Mukarrama

  • Madina Munawwara

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Q10. Yajooj Majooj koun hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Aulade Adam

  • Jinnat

  • Kauf nak janwar

Erklärung