Q1. Zaid Bin Haritha (ra) ke saath bachpan mein kya waqiah pesh aya ?
Wo apne waldain se bichad gae
Wo ma'zur hogae
Wo sakht beemar hogae
Q2. Rasool (saws) ko kis ne Zaid Bin Haritha (ra) ko bataur tohfa diya ?
Abu talib
Abu Bakr (ra)
Khadeeja (ra)
Q3. Kitne sahaba ka baqaida naam Quran mein aya hai ?
1
2
3
Q4. Jab Zaid Bin Haritha (ra) ne apne walid ke saath jane se mana kardiya toh unko kya kaha jane laga ?
Zaid Bin Abu Bakr
Zaid Bin Muhammad
Zaid Bin Haritha (ra)
Q5. Usama Bin Zaid (ra) ki walda ka naam batae :-
Umme Ayman (ra)
Zainab (ra)
Umme Kulsum (ra)
Q6. Hubbe Rasool (ra) ka laqab kisko mila ?
Ali (ra)
Usama Bin Zaid (ra)
Q6. Kis jang mein Zaid Bin Haritha (ra) shahid huwe ?
Muata
Uhud
Huanain
Q8. Zaid Bin Haritha (ra) se kitne ahadeeth marwi hai ?
10
45
Q9. Rasool (saws) ne kiske bare mein farmaya ke "ye ek ummat ke taur per uthaya jaenge"
Zaid Bin Amrw Bin Nafil
Q10. Hulya Zaid Bin Haritha (ra) :-
Gora rang aur daraz qad
Kala rang aur daraz qad
Sawla (wheatish) rang aur chota qad