Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Tafsir Surah Kahf Quiz am TAFSIR SURAH KAHF { TEST-20 }, erstellt von Asiya Abdul Raoof am 05/04/2019.

924
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor etwa 5 Jahre
Schließen

TAFSIR SURAH KAHF { TEST-20 }

Frage 1 von 10

1

In mein se kaunsi statement sahi hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Musa AS aur Khizar AS apne apne diye gaye ilm ke mahir the.

  • Musa AS ka ilm bahot kam tha

  • Musa AS, Khizar AS se zyada ilmwale the

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Baaz auqaat insan ko apne uper iqtiyaar nahi rehta aur wo jante bujhte ghalti kar jata hai jaise ke ...

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Musa AS

  • Khizar AS

  • In mein se koi nahi

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Musa AS ne Khizar AS ko basti walon ke liye kya mashwara diya?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Inko bad dua dein

  • Inko tableegh karein

  • In se ujrat (wage) lein

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Khazana kahan dafan tha?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Darakht ke neeche

  • Deewar ke neeche

  • Pahad ke neeche

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Allah kin ko dheel deta hai phir achanak rassi kheench leta hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Haq ko talash karnewale

  • Momin

  • Zalim

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Ayat ke mutabik Khizar AS ko kya kya ata huwa tha?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Ilm aur rehmat

  • Ilm aur sabr

  • Ilm aur ikhlaq

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Rushd wale ulama ki sohbat se kya hasil hota hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Ilm e ghaib

  • Ilm e duniya

  • Husn e ikhlaq

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Ustad, talib e ilm ko halki phulki saza de sakta hai.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • True

  • False

Erklärung

Frage 9 von 10

1

_______ mein raub o dabdaba aur ______ mein adab hona lazim hai.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Ustaad, talib e ilm

  • Padosi, dost

  • Moniter, saathi

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Ilm hasil karne ke liye sab se pehli shart kya hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • sabr

  • Nafil namaz

  • Nafil roze

Erklärung