Shabana Rupani
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

DETAILED TAFSEER OF SURAH AN NOOR

1004
0
0
Shabana Rupani
Erstellt von Shabana Rupani vor mehr als 4 Jahre
Schließen

TAFSEER SURAH AN NOOR QUIZ 5(LEC 9 & 10)

Frage 1 von 15

1

Q1) Mujarrad kisko kehte hain ?

Wähle eine der folgenden:

  • Tanha akele shakhs ko

  • Baghair biwi ya shohar ke

  • Dono jawabaat durust hain

Erklärung

Frage 2 von 15

1

Q2) Islaam humein kya sikhata hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Balooghat ke baad shadi mein der na karein

  • Achche rishtey ka intezaar karein

  • Higher education complete karein

Erklärung

Frage 3 von 15

1

Q3) Shohar ke inteqaal ke baad aurat ko, apni marzi se dusra Nikah karne ki...

Wähle eine der folgenden:

  • Ijazat hai

  • Ijazat nahi hai

  • Mayoob samjha gaya hai

Erklärung

Frage 4 von 15

1

Q4) Asma binte Umais(RA) ___________ ki taraf Hijrat karke gayi thi

Wähle eine der folgenden:

  • Madinah

  • Koofah

  • Habshah

Erklärung

Frage 5 von 15

1

Q5) Kis jung mein ek ke baad deegre Sahabi shaheed hue the ?

Wähle eine der folgenden:

  • Jung-e-Hunain

  • Jung-e-Mouta

  • Jung-e-Tabook

Erklärung

Frage 6 von 15

1

Q6) Nikah karne se Allah tala...

Wähle eine der folgenden:

  • Apne fazal se ghani kar dega

  • Usko tangdasti mein mubtala kar dega

  • Mazeed zimmedariyaan badha dega

Erklärung

Frage 7 von 15

1

Q7) Sabse ziyada kasrat se ghulam azaad karnewale Sahabi

Wähle eine der folgenden:

  • Anas bin Maalik(RA)

  • Abdul Rahman bin Aouf(RA)

  • Usman(RA)

Erklärung

Frage 8 von 15

1

Q8) Mukaatibat ke maani kya hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Qauli ehad lena

  • Do gawah rakhna

  • Likha-padhi karna

Erklärung

Frage 9 von 15

1

Q9) Allah(SWT) ki ____________ se pahaad reza-reza hokar gir pada

Wähle eine der folgenden:

  • Gazab se

  • Tajalli se

  • Rounak se

Erklärung

Frage 10 von 15

1

Q10) Ye kis Sahabi ka qaul hai "Apne us din per ro'o(cry) jo kal ki tarah guzar gaya ho"

Wähle eine der folgenden:

  • Umar(RA)

  • Abu Darda(RA)

  • Zaid(RA)

Erklärung

Frage 11 von 15

1

Q11) Ye Allah(SWT) ki___________ hai ki wo Hijaab mein hain

Wähle eine der folgenden:

  • Fazal

  • Neimat

  • Rehmat

Erklärung

Frage 12 von 15

1

Q12) Insaan ke hidayat ka source ?

Wähle eine der folgenden:

  • Allah (SWT) hai

  • Duniyawi taaleem hai

  • Dono jawabaat durust hain

Erklärung

Frage 13 von 15

1

Q13) Imaan ki roushni dilon mein badhaane ke liye...

Wähle eine der folgenden:

  • Quran se taaluq mazboot karna chahiye

  • Sirf sonch aur gauro fikr karna chahiye

  • Allah(SWT) se dua maangini chahiye

Erklärung

Frage 14 von 15

1

Q14) Aise log jinhe Allah(SWT)) ne noor-e-baseerat ata ki ho wo har waqt...

Wähle eine der folgenden:

  • Haqq ke mutalaashi rehte hain

  • Allah ki Ayaat ko hamesha tasleem karte hain

  • Dono jawabaat durust hain

Erklärung

Frage 15 von 15

1

Q15) Allah ka zikr jahan buland kiya jaata hai usse murad ?

Wähle eine der folgenden:

  • Masjidein hain

  • Wo tamaam ghar hain jahan Allah ki tasbeeh paakizgi bayan ki jaati hai

  • Dono jawaabaat durust hain

Erklärung