Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Brief interpretation of the QURAN

61
1
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor fast 9 Jahre
Schließen

DAUR-E-QURAN juz 23

Frage 1 von 15

1

Q1. Kya ye baat durust hai ke “Surah Yaseen ko Quran ka dil” kaha gaya hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Ji haan durust hai

  • Ji nahi

  • Ye aik man ghadat rivayat hai

Erklärung

Frage 2 von 15

1

Q2. Surah Yaseen ka mauzu (topic) kya hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Rasoloon ki tableegh

  • Aakhirat mein naik aur bad logon ka anjaam

  • Dono jawabat durust hai

Erklärung

Frage 3 von 15

1

Q3. Saaf bandhna farishton ki sifat hai. Saaf bandhne ki sub se behtareen misaal kya hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Chitiyan (ant) saaf baandh kar chalti hai

  • Namaz mein aaqa aur gulam aik hi saaf mein khade hote hai

  • Parinde bhi saaf band kar udhte hai

Erklärung

Frage 4 von 15

1

Q4. Wo koun tha jisne apni qaum ko tawheed ka dars diya, na sirf zindagi mein balke marne ke baad bhi apni qaum ki kher khawi chahi ?

Wähle eine der folgenden:

  • Aik nabi the

  • Payghambaron ka himayati aik aam shakhs tha

  • Aik farishta tha

Erklärung

Frage 5 von 15

1

Q5. Yunus (a.s) ka machli ke pait mein jana aur phir nikalne mein humare liye kya sabaq hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Allah ki nafarmani se bache

  • Allah se kabhi na umeed na ho

  • Jald bazi na kare

Erklärung

Frage 6 von 15

1

Q6. Ismael (a.s) ne ye baat kab kahi ke “aap ko jo hukum mila hai use pura kare aap mujhe sabiroon mein se paye ge” ?

Wähle eine der folgenden:

  • Jab Ibrahim (a.s) ne unhe Makkah ke ragistaan (desert) mein choda

  • Jab Ibrahim (a.s) ne apne kawab ka zikr kiya jismein wo unhe zuba kar rahe hai

  • Tameer-e-kabah ke mauqe par

Erklärung

Frage 7 von 15

1

Q7. Ismael (a.s) ka kirdar behtareen tha. Iski kya wajah thi ?

Wähle eine der folgenden:

  • Baap ki ghair maujudgi mein aajizi agai thi

  • Mehrumi ne unke kirdar ko banana mein ahem kirdar aada kiya

  • Maa ki behtareen tarbiyat ki wajah se

Erklärung

Frage 8 von 15

1

Q8. Ladke aur ladki ka farq :-

Wähle eine der folgenden:

  • Mushrikana soch ki akkasi (reflection) karta hai

  • Allah ke nazdiq sub barabar hai

  • Dono jawabat durust hai

Erklärung

Frage 9 von 15

1

Q9. Jannation ko Allah ki taraf se kya kiya jaye ga ?

Wähle eine der folgenden:

  • Salaam

  • Ahlan wa sehlan

  • Dono jawabat durust hai

Erklärung

Frage 10 von 15

1

Q10. Jab mushrikeen koi mu’ajza dekhte toh :-

Wähle eine der folgenden:

  • Usko jadu kehte aur mazaq udate

  • Unke dil narm hojate

  • Thodi der ke liye dar jate

Erklärung

Frage 11 von 15

1

Q11. Dozakhion ka khana kounsa darkht hoga ?

Wähle eine der folgenden:

  • Zaqqoom

  • Baeri

  • Neem

Erklärung

Frage 12 von 15

1

Q12. Ilyas (a.s) ki qaum kis boot (idols) ki ibaadat karti thi ?

Wähle eine der folgenden:

  • Laat

  • Manaat

  • Ba'al

Erklärung

Frage 13 von 15

1

Q13. Jahanamion ko pine ko kya diya jae ga ?

Wähle eine der folgenden:

  • Kholta pani

  • Peep

  • Dono jawabat durust hai

Erklärung

Frage 14 von 15

1

Q14. Asmaan se pani ka utarna, us se mukhtalif khetiya ugna, phir unka khushk hona, unka reza reza hona. Ismein kin logon ke liye nishaniya hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Aqalmando ke liye

  • Musalmaano ke liye

  • Mushrikeen ke liye

Erklärung

Frage 15 von 15

1

Q15. Ayyub (a.s) ki kya baat mashoor hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Bemari

  • Shifa

  • Sabar

Erklärung