Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Quiz am Qasasulquran quiz 10, erstellt von Asiya Abdul Raoof am 04/06/2017.

2398
0
0
Keine Merkmale angegeben
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor fast 7 Jahre
Schließen

Qasasulquran quiz 10

Frage 1 von 10

1

Yunus A.S ke konse do laqab (title) hain jo quraan mein milte hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Machli wale , dhun noorain

  • sahibal hud , zun noon

  • sahibal hud , dhun noorain

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Yunus A.S ki basti ke rehne wale the ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Sadoom

  • Madyan

  • Ninevah

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Jab wo kashti mein sawar hue to kitni dafa unka kura (draw) nikla ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • 1

  • 2

  • 3

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Yunus A.S ke jane ke baad unke qaum ke logon ne kya kiya ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Khushi se jhum ne lage

  • Sab maidan mein jamaa hogaye aur Allah tala se maafi mange

  • donon jawab durust hai

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Allah tala ne unko kitne logon ke taraf bhaeja ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • ek lakh se zyada

  • do lakh se zyada

  • teen lakh se zyada

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Yunus A.S ki dua ko kitne dafa padhna chahiyya ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • sawwa lakh

  • ek hazaar

  • ek dafa padhna bhi kafi hai

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Astaghfaar ke kya kya faide hain ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Allah tala ki rahmat nazil hogi, aasman se pani barsega

  • zameen se rizk ki farvani , rizk aur aulad mein barkat hogi

  • donon jawabat durust hai

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Aap S.A.W ne hadith mein Yunus A.S ke bare mein kya farmaya ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Tamam anbiya barabar hai

  • Mujhe Yunus bin Matta par fazeelat na do

  • Yunus bin Matta Ninevah ke the

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Aap S.A.W taif se wapsi par Yunus A.S ke basti ke kis shaks se mile?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Addas

  • Utba

  • Shaiba

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Is waqiye se hamen kya seekhne milta hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Eman aur Tauba musibaton se nijat ki chabi hai

  • deen ke daee ko sabr se kaam lena chahiyye

  • donon jawab durust hai

Erklärung