Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Quiz am Qasasulquran quiz 17 , erstellt von Asiya Abdul Raoof am 11/06/2017.

2174
0
0
Keine Merkmale angegeben
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor fast 7 Jahre
Schließen

Qasasulquran quiz 17

Frage 1 von 10

1

Dhul qarnanin us badshah ka naam tha ya laqab ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • naam tha

  • laqab tha

  • donon jawab ghalat hai

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Dhul qarnain kaisa badshah tha ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Zalim badshah

  • Ar rajulu ghair saleh

  • ar rajulus saleh

Erklärung

Frage 3 von 10

1

فاتبع سببا (Fa atba a sababa) ke kya maani hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • usne asbab ki pairvi ikhtiyar ki

  • usne ek nayi muhim ka aaghaz kiya

  • us ke paas kuch asbab nahi the

  • A aur B durust hai

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Ek deen ka daee agar kisi aisi jagah pahunch jaye jahan kiwoh language na samagh sakta ho to kya wo

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • baghair apna paigham pahunchae wapas aajayega

  • jis tarah Dhul qarnain ne unki baat samajh kar unki madad ki isi tarah woh daee bhi madad karega

  • ya yeh hamare liye acha excuse hai ke ham unki language nahi jante to hampar koi zimmedari nahi hai

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Dhul qarnain ne deewar construct karne par koi tax lena kyun na gawara kiya ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Kyun ke use Allah tala ne bahut kuch de rakha tha is liye usne logon se lena gawara nahi kiya

  • kyun ke woh ek maghroor badshah tha use logon ke maal ki zururat nahi thi

  • kyunke woh logon ke paas dene ke liye kuch maal nahi tha

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Dhul qarnain se murad

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Alexander the great

  • Khoras

  • ek nek musalman adil badshah

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Yajuj aur majuj rozanah kya kaam karte hain ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Wo rozana deewar taameer karrahe hain

  • wo rozana deewar mein shagaf karrahae hain (hole)

  • wo deewar todrahe hain

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Dhul qarnain ne itni masboot deewar banae aur kaha ke ye deewar ko ab koi tod nahi sakta .

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • true

  • false

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Dhul qarnain ne apni tamam quwwat ka credit kisko diya ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Allah tala

  • Khud ko

  • Apne iktedar ko (power)

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Agar hamen koi auhda ya talent ya beauty Allah tala ne di ho to hamara attitude kaisa hona chahiyye ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • ye hamari mehnat se hasil ki hui hai lihaza ham khud ko credit denge

  • ye Allah tala ki di hui hai lihaza Allah tala ka shukr ada karenge

  • Hamen kuch karne ki zururat nahi hain ise granted lelenge

Erklärung