Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Quiz am Qasasulquran class 18 , erstellt von Asiya Abdul Raoof am 12/06/2017.

2393
0
0
Keine Merkmale angegeben
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor fast 7 Jahre
Schließen

Qasasulquran class 18

Frage 1 von 10

1

Qaum e saba ka ilaqa kahan paya jata hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Yemen

  • Palestine

  • Syria

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Malka e saba ka naam _______________ tha .

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Cleopatra

  • Builquees

  • Elizabeth

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Qaum e saba ke baare mein Sulayman A.S ko kis ne khabar di ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • ek safeer ne

  • ek animal ne

  • ek bird ne

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Khat ki shuruaat kaise hui (starting) ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • In the name of Allah

  • Bismillahi rahman nir raheem

  • Sulayman ke taraf se Malka e saba ke liye

Erklärung

Frage 5 von 10

1

KOnse surah mein do dafa Bismillah aya hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • An Naml

  • As Saba

  • Ar Rahman

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Malika ne kis cheez se bachne ke liye Sulayman A.S ko tohfe bejhe ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Islam lane se

  • Jang se

  • Dosti karne ke liye

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Malka e saba ka takht kon lekar aaya ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Ek Djinn

  • Jise KItab ka ilm diya gaya tha

  • Farishton ne

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Sulayman A.S ne jaise hi takht ko apne paas dekha unke zubaan se kya lafz nikla ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • ye mere rabb ki rehmat hai

  • woh khush hue ke unke paas aise kaam karne wale log hain

  • wo takabbur mein mubtela hogaye

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Malka e saba ne jab farsh par pair rakhne ke liye apne painche uthae aur us se kaha gaya ke yeh shishe ka farsh hai to ...

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • A) wo pukar uthi ke mein eeman lati hon

  • B) woh samajh gayi ki us ke aankhon par parda padh gaya jis ki wajah se us se wo shisha dikhae nahi gaya

  • C) woh waapas palath gayi

  • D) A aur B durust hai

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Is waqaye se hamen kya sabaq seekhne ko milta hai

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • A) Hamre saamne haqeeqat aajaye to use qubool karlena chahiyye

  • B) hamari ghalti ho us ka aiteraf kardena chahiyye

  • C) A aur B durust hai

Erklärung