Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Their lives, inspirations & legacy

322
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor fast 7 Jahre
Schließen

Seerate Sahaba & Sahabiyat {TEST-17}

Frage 1 von 10

1

Q1. Abdur Rahman Bin Auf (ra) ne apne muakhati bhai ki peshkash ke Aap (saws) mera adha maal lele, ka kya jawab diya ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Wo fauran razi hogae

  • Sonch kar jawab dene ka kaha

  • Allah aap ke maal mein barkat de. Aap mujhe bazar ka rasta dikha de

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Q2. Jang-e-Uhud mein 20 se zyada choote lagne ki wajah se un mein kya nuqs paida hogaya ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Langdhe hogae

  • Haath bekar hogae

  • Chehra bighad gaya

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Q3. Abdur Rahman Bin Auf (ra) ki gawahi per Umar (ra) ne kinse jizya wusool kiya ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Iran ke yahudio se

  • Iran ke isaion se

  • Iran ke majusion se

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Q4. Nabi (saws) ne kis sahabi ki imamat mein puri 1 rakat padhi ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Abu Bakr (ra)

  • Saad Bin Abi Waqqas (ra)

  • Abdur Rahman Bin Auf (ra)

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Q5. Besh baha (qeemti) tahaif dene per Ayesha (ra) ne Abdur Rahman Bin Auf (ra) ko kya dua di ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Allah unke kirdar ko nikhare

  • Allah unke ilm mein izafa farmae

  • Allah unko sarsabeel ka paani pilae

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Q6. Hadeeth : Har ummat ka ek ___________ hota hai aur meri ummat ka _____________ Abu Obaidah Bin Jarrah hai.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Amin

  • Sadiq

  • Muhsin

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Q7. Ghazwae Uhud mein Rasool (saws) ki takleef dur karne ke wajah se Abu Obaidah (ra) ko kya qurban karna padha ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Apne 2 nichle daanth

  • Apni 2 ungliya

  • Apni ankh

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Q8. Abu Obaidah ke muakhati bhai :-

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Abu Talha (ra)

  • Abu Zar Ghaffari (ra)

  • Abu Ayub Ansari (ra)

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Q9. Ye alfaz kis jaleel ul qadr sahabi ke hai "meri be sarosamani hi mujhe meri manzil tak puhchae gi"

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Abdur Rahman Bin Auf (ra)

  • Umar (ra)

  • Abu Obaidah Bin Jarrah (ra)

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Q10. Kounsi beemari Abu Obaidah (ra) ki wafat ka sabab bani ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Haida / cholera

  • Tawoon / plague

  • Yarqaan / jaundice

Erklärung