Qasasulquran quiz 6

Beschreibung

Quiz am Qasasulquran quiz 6 , erstellt von Asiya Abdul Raoof am 31/05/2017.
Asiya  Abdul Raoof
Quiz von Asiya Abdul Raoof, aktualisiert more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor fast 7 Jahre
3226
0

Zusammenfassung der Ressource

Frage 1

Frage
Asahaba sabt kon the ?
Antworten
  • Bani israel ka ek qabeela
  • Isa A.S ko manne wale
  • Mushrik

Frage 2

Frage
Lafz Sabt ke kya mani hain ?
Antworten
  • saturday
  • sunday
  • Rahat , sukoon , aaram

Frage 3

Frage
Ye basti jahan Asahaba sabt rahti thi kahan waqe thi ?
Antworten
  • Bait al muqaddas
  • Samandar ke kinare
  • Yaroshalam

Frage 4

Frage
Kis nabi ke zamane mein ye waqiya paish aya ?
Antworten
  • Dawud A.S
  • Musa A.S
  • Sulaiman A.S

Frage 5

Frage
Quran ke is waqiye mein hamare liye Ibrat hai. Ibrat ke kya maani hai ?
Antworten
  • Pichli qaum ya kisi waqe ka taluq aaj ki daur se connect karna
  • do logon ya ilaqe ka connection jodna taqe wo qareeb ho
  • A aur B donon durust hai

Frage 6

Frage
Asahaba sabt mein kitne groups ban gaye the ?
Antworten
  • 5
  • 3
  • 6

Frage 7

Frage
Doosre group ne jab pehle group ko mana kiya to teesre group ne kya jawab diya ?
Antworten
  • Hamen to ye kaam karna hi hai taake ham Allah S.W.T ke saamne maazerat kar saken
  • Ham ye isliye karahen hain shayed ke wo bure kaam se bachjaen
  • Haan tum saheeh kahrahe ho ham kyun doosron ke maamle mein dakhal andazi karen
  • A aur B durust hai

Frage 8

Frage
Konsa group nijat pa gaya ?
Antworten
  • Jo nafarmani Karraha tha
  • Jo khamoosh tha khud naik tha
  • Jo naik tha aur pehle group ko mana karraha tha

Frage 9

Frage
Asahaba sabt ke waqiye se hamen kya sabaq milta hai ?
Antworten
  • Ke burai agar horahi hai to wahan se sab chale jao
  • Burai ko dekh kar khud burai na karen
  • Burai dekh kar usse haath se ya zuban se rokne ki koshish karen

Frage 10

Frage
شرًعاّّ ka kya matlab hai ?
Antworten
  • Shari'at
  • Ubhri hui cheez , naiza (arrow)
  • Donon jawab ghalat hai
Zusammenfassung anzeigen Zusammenfassung ausblenden

ähnlicher Inhalt

Urlaub und Reisen
JohannesK
Modul 2D FernUni Hagen Bourdieu
Anni T-Pünktchen
LEK 1
Max Muster
Tag der deutschen Einheit
barbara91
Grundlagenwissen DaZ
p s
Vetie Mibi Altfragen 2016
Ina Qu
Vetie Tierhygiene-Quiz 2013
Carolina Heide
Vetie Immunologie 88-114
Karo Karl
Vetie Immunologie
Katrin Harles
Vetie Spezielle Pathologie 2020
Fioras Hu