Asiya  Abdul Raoof
Quiz by , created more than 1 year ago

Tafsir Surah Kahf Quiz on TAFSIR SURAH KAHF {TEST-14}, created by Asiya Abdul Raoof on 02/22/2019.

1030
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof about 5 years ago
Close

TAFSIR SURAH KAHF {TEST-14}

Question 1 of 10

1

Qayamat ka din kitna taveel hoga?

Select one or more of the following:

  • 1000 years

  • 10,000 years

  • 50,000 years

Explanation

Question 2 of 10

1

Surah Dehr mein qayamat ke din ke baare mein kya bataya gaya hai?

Select one or more of the following:

  • Us din chahre bigad jayenge

  • Us din bachhe boodhe hojayenge

  • both the options

Explanation

Question 3 of 10

1

Dajjal ke ma'ane kya hain?

Select one or more of the following:

  • Jhoota / fareb

  • Gunahgaar

  • Illah

Explanation

Question 4 of 10

1

Aamaal naame pesh kiye jane ke liye Quran mein kya lafz istemal hota hai?

Select one or more of the following:

  • Nashr karna

  • Dena

  • Uthana

Explanation

Question 5 of 10

1

Aamaal naame likhnewale farishtay

Select one or more of the following:

  • Haroot Maroot

  • Munkir Nakeer

  • Kiraman Katibeen

Explanation

Question 6 of 10

1

Aamaal naame mein sirf wahi alfaz likhe jate hain jin ka koi ma'ane hote hain. Be ma'ane alfaz nahi likhe jate.

Select one or more of the following:

  • True

  • False

Explanation

Question 7 of 10

1

Na-kaam logon ke aamaal naame kaise diye jayenge?

Select one or more of the following:

  • Peet ke peeche se

  • Saamne se

  • Uper se

Explanation

Question 8 of 10

1

Surah Haqqah mein iyyaam e khaliya aaya hai,iss se kya murad hai?

Select one or more of the following:

  • Qayamat ka din

  • Jannat mein jaane ka din

  • Duniya mein guzare gaye din

Explanation

Question 9 of 10

1

''Ya wailatani'' kaisa jumla hai?

Select one or more of the following:

  • Afsos ka

  • Bewaqoofi ka

  • Khushi ka

Explanation

Question 10 of 10

1

Rasool Allah saw ne choti choti lakdiyon se aag roshan kar ke kya samjhaya?

Select one or more of the following:

  • Chote gunahon se bachen

  • Chote gunah assani se maaf ho jate hain

  • Kabira gunahon se bachen

Explanation