bzaheen
Quiz by , created more than 1 year ago

Quiz on sura anNaas ayat 4,5,6 last part, created by bzaheen on 01/03/2015.

275
0
0
No tags specified
bzaheen
Created by bzaheen over 9 years ago
Close

sura anNaas ayat 4,5,6 last part

Question 1 of 5

1

Tazkia e nafs k lye kia aamal karnay ki zaroorat hay?

Select one or more of the following:

  • Sunnat azkaar

  • Arkaan e islaam ki pabandi

  • Taubah, maraqba, muhasiba

  • Khair k tamam kaam

  • Nafs k saath Mujahida

Explanation

Question 2 of 5

1

Kaisay maaloom ho k taubah qubool ho gai hay?

Select one or more of the following:

  • K insaan naiki k kaam shuro kar day

  • K insaan har waqt istaghfaar karta rahay

  • K insaan dobarah wo gunah na karay jispar taubah ki ho.

Explanation

Question 3 of 5

1

Shaitaan mot k waqt kis mazhab par marnay ki talqeen karta hay?

Select one or more of the following:

  • Hinduism

  • Christianity

  • Islam

  • Judaism

Explanation

Question 4 of 5

1

Mot k waqt Allah kin logo ki shaitaan se hifazat farmatay hain?

Select one or more of the following:

  • Jo nimazi ho

  • Jo kalimah tayyabah par poora amal karnay walay ho

  • Jo shirk na karnay walay ho

Explanation

Question 5 of 5

1

Kia aap committment karti hain k Shaitaan se hifazat k azkar aap aj se hi apni routine may shamil kar lain gi?

Select one or more of the following:

  • Yes

  • No

Explanation