shayma Haroom
Quiz by , created more than 1 year ago

Islamic quizzes

45
0
0
shayma Haroom
Created by shayma Haroom about 9 years ago
Close

Rajjab part 1a

Question 1 of 8

10

Three misconceptions /innovations with regards to the month of Rajjab

Select one or more of the following:

  • Staying awake on the shabb of 27th Rajjab

  • Giving khutbah on 27th Rajjab

  • Qunday ki niyaz in the name of Imam Jaffar (RA) on 22nd Rajjab

  • Fasting on 27th Rajjab

Explanation

Question 2 of 8

10

Two sources from where we can practice Deen

Select one or more of the following:

  • Do whatever the scholar says

  • Do only if its according to Quran and Sunnah

  • grab any islamic book and follow whatever is written

  • Follow any peer sahab blindly

Explanation

Question 3 of 8

10

Rasoolullah (saw) nay Rajjab mein Roza rakhnay say mana farmaya according to hadees frm ibn majah...kya reason hai?

Select one or more of the following:

  • Rajjab mein rozay ka ajar kum hai

  • Daur e jahiliyat mein Rajjab ka mahinay ki tazeem ki jaati thi

  • Daur e jahiliyat ki Rasam ko khatam karnay k liye

  • Rajjab mein rozay rakhkar thak jayengay to Ramzan kay rozay rakhna mushkil honga

Explanation

Question 4 of 8

10

22nd Rajjab ko Imam Jaffar ( RA ) ki niyaz kyu ki jaati hai

Select one or more of the following:

  • Unki wiladat ka din manaya jaata hai

  • Unki wafat ka din manaya jaata hai

  • Iss din unhonay hajj kiya tha

  • Inn mein say koi bhi nahi...yeh sirf ek bida'aat hai jiski wajah khud isko karnay walay nahi jaantay

Explanation

Question 5 of 8

10

Shabb e Mehraj is on which date?

Select one or more of the following:

  • 27th Rajjab

  • 12th Rabbitul Awwal

  • Exact date is not known .different dates from all different resources

  • 27 th Ramadan

Explanation

Question 6 of 8

10

surah bani israel aur surah najm say pata chalta hai Al isra wal mehraj ka waqiya isliye hua...

Select one or more of the following:

  • Aap salallahu alayhi wasallam ko sair o tafreeh karwanay k liye

  • Isliye hua ki hum iski tareekh ko yaad rakhay aur har saal manaye

  • Taaki aap (saw) ko Allah k nishaniya dikhaii jaye (Ayat al Qubra)

  • Taaki aap ( saw ) logo ko bataye ...message pohchaay

Explanation

Question 7 of 8

10

Iss waqiye mein Sab say pehlay kya hua?

Select one or more of the following:

  • Shakke sadar

  • Buraaq par baithaya gaya

  • Sidratul muntaha par le jaya gaya

  • Namaaz padhwaii gayi

Explanation

Question 8 of 8

10

ISRA kay mainay kya hai

Select one or more of the following:

  • Seedhi raah par chalna

  • Raat ko safar karna

  • Tezi say safar karna

  • Aasman ka safar

Explanation