Asiya  Abdul Raoof
Quiz by , created more than 1 year ago

The signs of last day

697
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof over 6 years ago
Close

Alamate Qayamat {TEST-21}

Question 1 of 10

1

Q1. Sawaliya andaz se baat bayan karne ka kya faida hota hai ?

Select one or more of the following:

  • Samne wala hoshiyar (alert) hojata hai

  • Samne wala bebas hojata hai

  • Samne wala sharminda hojata hai

Explanation

Question 2 of 10

1

Q2. Qayamat se pehle kitni jagah khasaf ke waqiat zahir honge ?

Select one or more of the following:

  • 2

  • 3

  • 4

Explanation

Question 3 of 10

1

Q3. Jaziratul Arab mein khasaf kahan hoga ?

Select one or more of the following:

  • Madinah ke qareeb

  • Shaam ke qareeb

  • Urdun ke qareeb

Explanation

Question 4 of 10

1

Q4. Uske baad taubah qubool nahi hogi.

Select one or more of the following:

  • Maghrib se suraj tuluh hone ke baad

  • Dabbatul ardh ke zahir hone ke baad

  • Dono jawabat durust hai

Explanation

Question 5 of 10

1

Q5. Dabbatul ardh zameen se kis waqt niklega ?

Select one or more of the following:

  • Chasht ke waqt

  • Maghrib ke waqt

  • Zawwal ke waqt

Explanation

Question 6 of 10

1

Q6. Hadeeth :- Qayamat ke qareeb _____________________ ko gira diya jaega aur aag laga di jaegi.

Select one or more of the following:

  • Bayt ullah

  • Masjid Nabawi

  • Masjid Aqsa

Explanation

Question 7 of 10

1

Q7. Qayamat ke subse akhiri alamat kya hogi ?

Select one or more of the following:

  • Yemen se aag nikalna

  • Iraq se aag nikalna

  • Iran se aag nikalna

Explanation

Question 8 of 10

1

Q8. Hadeeth ke mutabiq log kis jagah ko chod kar apni pasandida jagaho per rehne lagenge ?

Select one or more of the following:

  • Misr

  • Shaam

  • Madinah Munawwara

Explanation

Question 9 of 10

1

Q9. Hadeeth : Qayamat ke qareeb _______________ koi na rahega.

Select one or more of the following:

  • Sach bolne wala

  • Roza rakhne wala

  • Hajj karne wala

Explanation

Question 10 of 10

1

Q10. Qayamat ki akhiri nishani aag logon ko kahan gher kar lejaegi ?

Select one or more of the following:

  • Makkah

  • Mehshar

  • Madinah

Explanation