Asiya  Abdul Raoof
Quiz by , created more than 1 year ago

Tafseer of Surah Baqarah

1351
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof about 6 years ago
Close

TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-6}

Question 1 of 10

1

Q1. Maddad kaise talab karni chahiye ?

Select one or more of the following:

  • Sabr aur iman ke saath

  • Sabr aur namaz ke saath

  • Sabr aur amale saleh ke saath

Explanation

Question 2 of 10

1

Q2. Sabr ka badla kya hai ?

Select one or more of the following:

  • Jannat

  • Azmaish

  • Dunya ki niamate

Explanation

Question 3 of 10

1

Q3. Apne aap ko nafarmani se rokna :-

Select one or more of the following:

  • Imaan

  • Sabr

  • Dua

Explanation

Question 4 of 10

1

Q4. Sabr kis waqt per karna chahiye ?

Select one or more of the following:

  • Sadme ke awwal waqt per

  • Rone peetne ke baad

  • Sadme se pehle

Explanation

Question 5 of 10

1

Q5. Namaz kis per bhari nahi hai ?

Select one or more of the following:

  • Khashieen

  • Mudabireen

  • Qaniteen

Explanation

Question 6 of 10

1

Q6. Kitab se kya murad hai ?

Select one or more of the following:

  • Sharyat (ahkamat)

  • Ibadaat

  • Iklaaq

Explanation

Question 7 of 10

1

Q7. Bure azaab se kya murad hai ?

Select one or more of the following:

  • Aurton aur mardon ko zibah karna

  • Aurton ko zinda rakhna mardon ko zibah karna

  • Mardon ko zinda rakhna aur aurton ko zibah karna

Explanation

Question 8 of 10

1

Q8. Kis waqt bande apne rabb se zyada qareeb hota hai ?

Select one or more of the following:

  • Fajr

  • Tahajjud

  • Asr

Explanation

Question 9 of 10

1

Q9. Allah ne Bani Isreal ke shirk ko maaf kar diya. Kyun ?

Select one or more of the following:

  • Takey wo Allah ki ibaddat kare

  • Takey wo shukr ada kare

  • Unko dheel di

Explanation

Question 10 of 10

1

Q10. Uluma Bani Isreal kisko sazae dete the ?

Select one or more of the following:

  • Har ek mujrim ko

  • Nichle tabqe walon ko (lower class)

  • Unche tabqe walon ko (upper class)

Explanation