Asiya  Abdul Raoof
Quiz by , created more than 1 year ago

Tafseer of Surah Baqarah

769
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof almost 6 years ago
Close

TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-20}

Question 1 of 10

1

Q1. Masnoon talaq kis waqt deni chahiye ?

Select one or more of the following:

  • Halat e tuhar

  • Halat e haiz

Explanation

Question 2 of 10

1

Q2. Biwiya shuharo ki _______________ hai

Select one or more of the following:

  • Gulaam

  • Laundiya

  • Khetiya

Explanation

Question 3 of 10

1

Q3. Mardo ka aik darjaaurto se buland kyu hai ?

Select one or more of the following:

  • Aurat ki aqal kam hai

  • Mardo ke huqooq zyada hai

  • Mard kama ker apne ghar walon pe karch karte hai

Explanation

Question 4 of 10

1

Q4. Kaisi qasmein kahne se mana kiya gaya hai ?

Select one or more of the following:

  • Allah ki nafarmani ke kamo ki qasm

  • Allah ki farmabardari ke kamo ki qam

  • Koi bhi qasm nahi khani chahiye

Explanation

Question 5 of 10

1

Q5. Allah ke ilawa kisi aur ki qasm khana kaisa hai ?

Select one or more of the following:

  • Biddat

  • Jaiz

  • Shirk

Explanation

Question 6 of 10

1

Q6. Qasm ka kaffarah :-
10 miskeeno ko khana khilana ya kapre pehnana ya aik gulaam azaad karna ya ___________din ke roze rakhna

Select one or more of the following:

  • 3

  • 5

  • 10

Explanation

Question 7 of 10

1

Q7. Kis qasm ke todhne per Allah mawakhiza farmaega ?

Select one or more of the following:

  • Laghw qasm

  • Dil ke irade ke saat khai gai qasm

  • Takiya e kalaam ke taur pe khai gai qasm

Explanation

Question 8 of 10

1

Q8. Rasool (saws) ne aik dafa apni biwiyon se kitne din taluq na rakhne ki qasm khai thi ?

Select one or more of the following:

  • 2 mahine

  • 3 mahine

  • 1 mahina

Explanation

Question 9 of 10

1

Q9. Kisi ko hadeeth mein kiraye ka saand kaha gaya hai ?

Select one or more of the following:

  • Talaq dene wala

  • Halala karne wala

  • Zina karne wala

Explanation

Question 10 of 10

1

Q10. "Tumhari biwiya tumhari khetiya hai" ka aik aur mana yeh bhi hai ke ______________ ki behtareen perwarish ki jae.

Select one or more of the following:

  • Biwiya

  • Aulaad

  • Laundiya

Explanation