Asiya  Abdul Raoof
Quiz by , created more than 1 year ago

Tafsir Surah Kahf Quiz on TAFSIR SURAH KAHF {TEST - 4}, created by Asiya Abdul Raoof on 13/12/2018.

1846
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof over 5 years ago
Close

TAFSIR SURAH KAHF {TEST - 4}

Question 1 of 10

1

Intihai takleef aur jung ke liye istemal hota hai

Select one or more of the following:

  • Iwaja

  • Qayyiman

  • Ba'san

Explanation

Question 2 of 10

1

"Ba'san shadeedan" se murad fitna-e dajjal aur sakht azaab hai.

Select one or more of the following:

  • True

  • False

Explanation

Question 3 of 10

1

Ayat no. 2 mein iman na lanewalon ka naam lekar wa'eed sunai gayi hai

Select one or more of the following:

  • True

  • False

Explanation

Question 4 of 10

1

Aa'maal ki qubooliyat ke liye kaun kaunsi 2 sharayat (conditions) hain?

Select one or more of the following:

  • Ikhlaas aur mashre ke liye faidamand hona

  • Ikhlaas aur sunnat ke mutabik hona

  • Sunnat ke mutabik hona aur mashre ke liye faidamand hona

Explanation

Question 5 of 10

1

momineen ke liye kaisa ajar hai?

Select one or more of the following:

  • Ahsan

  • Azeem

  • Kabir

Explanation

Question 6 of 10

1

Kis lafz me khushi (excitement) ka maana shamil hai?

Select one or more of the following:

  • Abadan

  • Ba'san

  • Maakiseena

Explanation

Question 7 of 10

1

Kaun kahta tha ke farishte Allah ki betiyan hain? (Nauzubillah)

Select one or more of the following:

  • Mushrikeen

  • Yahood

  • Nasara

Explanation

Question 8 of 10

1

Kis baat ko sakht ghalat baat kaha gaya hai?

Select one or more of the following:

  • Allah ki aulaad hona

  • Farishton ka moannas (female) hona

  • Buton (idols) ka waseela hona

Explanation

Question 9 of 10

1

Rasool Allah(saw) kis baat per ghamzada hain?

Select one or more of the following:

  • Logon ne rasool ka inkaar kar diya

  • Logon ne Allah ka inkaar kar diya

  • Logon ne unko jhoota kaha

Explanation

Question 10 of 10

1

Khairkhwahi kis ki ahem sifat hai?

Select one or more of the following:

  • Dost

  • Talib- e ilm

  • Daayi -e deen

Explanation