Asiya  Abdul Raoof
Quiz by , created more than 1 year ago

TAFSEER SURAH NISA Quiz on TAFSEER SURAH NISA { QUIZ 1}, created by Asiya Abdul Raoof on 07/02/2020.

1215
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof about 4 years ago
Close

TAFSEER SURAH NISA { QUIZ 1}

Question 1 of 10

1

Qur'an ko padhne aur padhanewale log ( hadeeth ki roshni mein )

Select one or more of the following:

  • a) Sabse ilmwale

  • b) Sabse behtareen

  • c) Sabse aajizi karnewale

Explanation

Question 2 of 10

1

Allah swt ne salam bheja

Select one or more of the following:

  • a) Khadija ra

  • b) Juweriya ra

  • c) Hafsa ra

Explanation

Question 3 of 10

1

Rasoolullah saw ne farmaya "mere baad agar koi nabi hota to wo ------------- hote"

Select one or more of the following:

  • a) Umar ra

  • b) Bilal ra

  • c) Abu Bakr ra

Explanation

Question 4 of 10

1

Kis wajah se insano ne har taqatwar makhlooq ki ibadat ki

Select one or more of the following:

  • a) Takabbur

  • b) Apne aap ko kamtar samajhna

  • c) La ilmi

Explanation

Question 5 of 10

1

Qur'an ko chodne ( peet peeche daalne ) ki kaee(many) suratein ho sakti hain

Select one or more of the following:

  • True

  • False

Explanation

Question 6 of 10

1

Qur'an ke huqooq mein shamil hai ke

Select one or more of the following:

  • a) Qur'an ko dusron tak pahunchaya jaye

  • b) Qur'an ki sirf tilawat kar lena

  • c) Qur'an per ghaur o fikr na karna

Explanation

Question 7 of 10

1

Shah Waliullah Muhadees Dehelvi ne Qur'an ko padhne ke kitne ahem maqaasid bataye

Select one or more of the following:

  • a) 2

  • b) 4

  • c) 3

Explanation

Question 8 of 10

1

Kis ne baat kahi ke Allah swt ne 6 dinon mein zameen o aasman banaye aur saatwen (7th) din araam kiya

Select one or more of the following:

  • a) Yahood

  • b) Mushrikeen

  • c) Firaun

Explanation

Question 9 of 10

1

Zindagi mein tabdeeli ati hai

Select one or more of the following:

  • a) Qur'an padhne se

  • b) Dunyawi ilm se

  • c) Dunyawi rasm o riwaj ki pabandi se

Explanation

Question 10 of 10

1

Wirasat ke qawaneen milte hain

Select one or more of the following:

  • a) Surah Bani Israel

  • b) Surah Mulk

  • c) Surah Nisa

Explanation