Asiya  Abdul Raoof
Quiz by , created more than 1 year ago

TAFSEER SURAH NISA Quiz on TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-7}, created by Asiya Abdul Raoof on 20/03/2020.

787
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof about 4 years ago
Close

TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-7}

Question 1 of 10

1

Kin logon ko maal dene se mana kiya gaya hai?

Select one or more of the following:

  • a) Bewaqoof

  • b) Kamzor

  • c) Taqatwar

Explanation

Question 2 of 10

1

Sarparast ko kya karna chahiye?

Select one or more of the following:

  • a) Yateem ko maal na de

  • b) Yateem ko maal dete huwe aithdaal rakhe

  • c) Yateem baligh o aaqil hone se pehle maal lauta de

Explanation

Question 3 of 10

1

Kaun yateem ke maal mein se haq e khidmat le sakta hai?

Select one or more of the following:

  • a) Ameer sarparast

  • b) Ghareeb sarparast

  • c) Dono le sakte hain

Explanation

Question 4 of 10

1

Momin ke liye maal ki kya haisiyat hai?

Select one or more of the following:

  • a) Fitna

  • b) Zehmat

  • c) Falah ka zariya

Explanation

Question 5 of 10

1

Aayat 5 mein kis ki fazeelat bayan ki gayi hai?

Select one or more of the following:

  • a) Namaz

  • b) Maal

  • c) Roza

Explanation

Question 6 of 10

1

Aayat 7 mein kis ko farz kaha gaya hai?

Select one or more of the following:

  • a) Hajj

  • b) Nikah

  • c) Wirasat

Explanation

Question 7 of 10

1

Ilm ul faraiz ko kya kaha gaya hai?

Select one or more of the following:

  • a) Nisf ilm

  • b) Khums ilm

  • c) Suls ilm

Explanation

Question 8 of 10

1

Ahadeeth se humein pata chalta hai ke sabse pehla ilm jo utha liya jaayega wo wirasat ka ilm hai

Select one or more of the following:

  • a) True

  • b) False

Explanation

Question 9 of 10

1

Naseebam mafrooza ke kya maane hain?

Select one or more of the following:

  • a) Wo hissa jo farz kiya gaya hai

  • b)|Wirasat mein hissa

  • c) Dono sahi hain

Explanation

Question 10 of 10

1

--------- ke haq mein wasiyat jaiz nahi.

Select one or more of the following:

  • a) Waris

  • b) Padosi

  • c) Rishtedaar

Explanation