Asiya  Abdul Raoof
Quiz by , created more than 1 year ago

TAFSEER SURAH NISA Quiz on TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-13}, created by Asiya Abdul Raoof on 01/05/2020.

458
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof about 4 years ago
Close

TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-13}

Question 1 of 10

1

Bade gunah jinpe hadd lagti ho ya jahannum ki waeed sunai gayi ho

Select one or more of the following:

  • a) Kabair

  • b) Sayyiaat

  • c) Zunoob

Explanation

Question 2 of 10

1

Mudkhalan kareema

Select one or more of the following:

  • a) Duniya ka araamdeh ghar

  • b) Izzat ki jagah

  • c) Madrasa masjid

Explanation

Question 3 of 10

1

Chote chote gunah jinpe taubah karne se maafi mil sakti hai

Select one or more of the following:

  • a) Kabair

  • b) Sayyiaat

  • c) Zunoob

Explanation

Question 4 of 10

1

Faraiz ada na karna...

Select one or more of the following:

  • a) Kabair

  • b) Sayyiaat

  • c) Zunoob

Explanation

Question 5 of 10

1

Chote gunahon ki maafi ke liye bade gunahon se bachne ki shart hai.

Select one or more of the following:

  • a) True

  • b) False

Explanation

Question 6 of 10

1

Hadees mein, bade gunahon mein sabse bade gunah kaunse bataye gaye hain?

Select one or more of the following:

  • a) Sadaqa na karna - ladai karna - bahot qasmein khana

  • b) Nafil namaz na padhna - nafil roze na rakhna - sawali ko dekh ke dena

  • c) Shirk karna - walidain ki nafarmani - jhooti gawahi

Explanation

Question 7 of 10

1

Takabbur ki wajah se ________ , _________ ban sakte hain.

Select one or more of the following:

  • a) Kabair , sayyiaat

  • b) Sayyiaat , kabair

  • c) Sayyiaat , saghira gunah

Explanation

Question 8 of 10

1

Hadees mein kis namaz ko ada na karnewale ka sar pattar se kuchalne ki waeed di gayi hai?

Select one or more of the following:

  • a) Fajr

  • b) Asr

  • c) Isha

Explanation

Question 9 of 10

1

Kin ko chuntiyon ki tarha raundha jayega?

Select one or more of the following:

  • a) Jhoot bolnewale ko

  • b) Takabbur karnewale ko

  • c) Azan ka jawab na denewale ko

Explanation

Question 10 of 10

1

Kaan lagakar dusron ki baat sunna...

Select one or more of the following:

  • a) Kabair

  • b) Sayyiaat

  • c) Zunoob

Explanation