Asiya  Abdul Raoof
Quiz by , created more than 1 year ago

Brief interpretation of the QURAN

148
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof almost 9 years ago
Close

DAUR-E-QURAN juz 3

Question 1 of 12

1

Q1. Chatyal maidan (plain ground) ki misaal un logon ke maal karach karne ki hai ?

Select one of the following:

  • Jo koob karch karte hai

  • Jo Allah ke shukr guzar hai

  • Jo ehsaan jatate hai

Explanation

Question 2 of 12

1

Q2. Momin maal ko :-

Select one of the following:

  • Bure waqt ke liye bachata rehta hai

  • Har haal mein karch karta hai

  • Allah par bharosa karta hai isliye usey hasil nahi karta

Explanation

Question 3 of 12

1

Q3. Unche bagh ki misaal un logon ke maal karch karne ki hai jo karch karte hai :-

Select one of the following:

  • Allah ki raza ke liye

  • Khush dili se

  • dono ke sath

Explanation

Question 4 of 12

1

Q4. Ayaat 261 mein Allah ki rah mein karch kiye huwae maal ka badla :-

Select one of the following:

  • Usi ke barabar hai jo karch kiya

  • 700 guna hai

  • 700 guna say bhi zyada hosakta hai

Explanation

Question 5 of 12

1

Q5. Ayaat 273 mein sadqa detae huwae humae khaas khayal rakna hai kin logon ka ?

Select one of the following:

  • Jo gareeb hai

  • Jo gurbat ke bawajud sawal nahi karte

  • Aap se apni zarurat bayan karte hai

Explanation

Question 6 of 12

1

Q6. Allah aur uske rasool (s.a.w.s) ne jang ka aylaan kiya, un logon ke khilaf jo :-

Select one of the following:

  • Shirk karte hai

  • Maa baab ke nafarman hai

  • Sodh ke lain dain kartey hai

Explanation

Question 7 of 12

1

Q7. Aurton se mutalliq muamlaat mein kitni aurton se gawahi li jai gi ?

Select one of the following:

  • 1 aurat

  • 2 auratey

  • 3 aurtaey

Explanation

Question 8 of 12

1

Q8. Rehn rakna (koi cheez zamanat ke taur par rakhna) :-

Select one of the following:

  • Na jaiz hai

  • Jaiz hai

  • Buri baat samjhi jati hai

Explanation

Question 9 of 12

1

Q9. "Alif-laam-meem" aur "Allah ki kursi" :-

Select one of the following:

  • Muhkamaat mein se hai

  • Mutashabihaat mein se hai

  • Inkay ma'nay jannay ki koshish karni chahiye

Explanation

Question 10 of 12

1

Q10. Maryam (a.s) ke pass ____________________ maujood hotae :-

Select one of the following:

  • Mausam ke behtareen phal

  • Mazey dar khaney

  • Bay mausam ke phal

Explanation

Question 11 of 12

1

Q11. Isa (a.s) ko mu'ajzana taur par asmaan par jism aur jaan ke sath utha liya gaya . Yeh aqeedah hai :-

Select one of the following:

  • Yahudion ka

  • Musalmano ka

  • Isaion ka

Explanation

Question 12 of 12

1

Q12. Allah kay nazdeek qabilay Qubool deen sirf "Islam" hai . Uski daleel surah Aale-Imraan ki kounsi ayaat mein hai :-

Select one of the following:

  • 26

  • 19

  • 29

Explanation