Asiya  Abdul Raoof
Quiz by , created more than 1 year ago

The fundamentals of ZAKAAT

1215
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof over 7 years ago
Close

ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 4}

Question 1 of 15

1

Q1. Rasool (s.a.w.s) ne muashio ki zakaat lene ke liye hukum diya ke :-

Select one or more of the following:

  • Tahseel dar logo ke ghar jae

  • Log muashi lekar tahseel dar ke paas aye

  • Koi wazeh usool nahi diya

Explanation

Question 2 of 15

1

Q2. Zakaat mein kaisa maal lena chahiye ?

Select one or more of the following:

  • Umdah

  • Kharab

  • Awsat darje ka

Explanation

Question 3 of 15

1

Q3. Sone ki zakaat wajib hai :-

Select one or more of the following:

  • Pehanne wale zewarat par

  • Rakhe huwe zewarat par

  • Dono par wajib hai

Explanation

Question 4 of 15

1

Q4. Saal mukammal hone se pehle zakaat :-

Select one or more of the following:

  • Ada nahi ki jasakti

  • Zakaat ada nahi hogi

  • Ada ki jasakti hai

Explanation

Question 5 of 15

1

Q5. Zakaat ke maal mein kayanat karne wala qayamat ke din _____________________ mein maal uthae huwe ayga.

Select one or more of the following:

  • Apne haatho

  • Apni gardan

  • Apni peet

Explanation

Question 6 of 15

1

Q6. Zakaat kahan taqseem karna afzal hai ?

Select one or more of the following:

  • Jis jagah se usool ki gai ho

  • Dusri jagah bhejna behtar hai

  • Dono tarah afzal hai

Explanation

Question 7 of 15

1

Q7. Jawaherat (gems) par zakaat di jaegi ?

Select one or more of the following:

  • Agar wo zewarat par jade ho

  • Agar maal-e-tijarat ke taur par ho

  • Har haal mein di jaegi

Explanation

Question 8 of 15

1

Q8. Amil-e-zakaat ko tohfa :-

Select one or more of the following:

  • Le lena chahiye

  • Nahi lena chahiye

  • Koi harj nahi

Explanation

Question 9 of 15

1

Q9. Sone ka nisaab kitna hai ?

Select one or more of the following:

  • 7 tole

  • 7 1/2 tole

  • 6 tole

Explanation

Question 10 of 15

1

Q10. Chandi ka nisab kitna hai :-

Select one or more of the following:

  • 32.5 tole

  • 72.5 tole

  • 52.5 tole

Explanation

Question 11 of 15

1

Q11. Ghulamo aur _____________________ par zakaat nahi :-

Select one or more of the following:

  • Ghodon

  • Unton

  • Bailo

Explanation

Question 12 of 15

1

Q12. Nisab se kam sona aur chandi ko milakar zakaat dena :-

Select one or more of the following:

  • Sunnat se sabit nahi

  • Sunnat se sabit hai

  • Afzal hai

Explanation

Question 13 of 15

1

Q13. Sone ki zakaat :-

Select one or more of the following:

  • Sone hi se ada ki jae

  • Naqd (cash) se ada ki jae

  • Dono tarah ki jasakti hai

Explanation

Question 14 of 15

1

Q14. Kitne unton par zakaat wajib hojati hai ?

Select one or more of the following:

  • 5

  • 10

  • 8

Explanation

Question 15 of 15

1

Q15. Mushtarik karobar mein kis tarah zakaat ada ki jaegi ?

Select one or more of the following:

  • Har ek ke karobari hisse ke mutabiq

  • Har ek ko barabar ada karni hogi

  • Zyada hissa, dekhne wale ko ada karni hogi

Explanation