Asiya  Abdul Raoof
Quiz by , created more than 1 year ago

Their lives, inspirations & legacy

457
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof almost 7 years ago
Close

Seerate Sahaba & Sahabiyat {TEST-11}

Question 1 of 10

1

Q1. Umar (ra) ne kitne din ke andar khalifa chunne ki takeed farmai ?

Select one or more of the following:

  • 3

  • 5

  • 7

Explanation

Question 2 of 10

1

Q2. Umar (ra) ke zakmi hone aur nae khalifa ke muqarar hone tak kisko imamat ke faraiz diye gaye ?

Select one or more of the following:

  • Suaib Rumi (ra)

  • Saad Bin Abi Waqqas (ra)

  • Jaber Bin Abdullah (ra)

Explanation

Question 3 of 10

1

Q3. Uthman (ra) ke daur mein Bayt ul Maal ka kya haal tha ?

Select one or more of the following:

  • Maal ki kasrat thi

  • Maal ki kami thi

  • Maal ka hisab kitab mushkil hogaya tha

Explanation

Question 4 of 10

1

Q4. Akhir mein kin 2 sahaba mein se Uthman (ra) ka intekhab amal mein aya ?

Select one or more of the following:

  • Ali (ra) aur Uthman (ra)

  • Saad (ra) aur Uthman (ra)

  • Zubair (ra) aur Uthman (ra)

Explanation

Question 5 of 10

1

Q5. Uthman (ra) ne kabutar bazi aur shatranj :-

Select one or more of the following:

  • Per papandi lagai

  • Ko farok diya

  • Ko pasand kiya

Explanation

Question 6 of 10

1

Q6. Uthman (ra) ne ________________ ka tareeqa kud bataya aur farmaya Rasool (saws) aisa hi kiya karte the ?

Select one or more of the following:

  • Ghusl

  • Tayammum

  • Wodhu

Explanation

Question 7 of 10

1

Q7. Uthman (ra) se khilafat se dastbardari ka mutala karne wale kahan se aye the ?

Select one or more of the following:

  • Makkah

  • Shaam

  • Yeman

Explanation

Question 8 of 10

1

Q8. Jab humla waro ne hamla kiya toh Uthman (ra) :-

Select one or more of the following:

  • Roze se the

  • Quran ki tilawat kar rahe the

  • Dono jawabat durust hai

Explanation

Question 9 of 10

1

Q9. Kis baat per Uthman (ra) subse zyada rote the ?

Select one or more of the following:

  • Jahanam ke tazkire per

  • Qabr ke tazkire per

  • Maut ke tazkire per

Explanation

Question 10 of 10

1

Q10. Uthman (ra) khilafat ke umor mein :-

Select one or more of the following:

  • Zarurat se zyada narm the

  • Zarurat se zyada sakht the

  • Kamyabi se chala rahe the

Explanation