Asiya  Abdul Raoof
Quiz by , created more than 1 year ago

Their lives, inspirations & legacy

470
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof almost 7 years ago
Close

Seerate Sahaba & Sahabiyat {TEST-13}

Question 1 of 10

1

Q1. Hadeeth ka mafhum hai ke "_____________ saal nubuwat ki khilafat rahegi phir badshahat ajaegi"

Select one or more of the following:

  • 25

  • 50

  • 30

Explanation

Question 2 of 10

1

Q2. Rasool (saws) ne Ali (ra) ko kis kunyat se nawaza ?

Select one or more of the following:

  • Haydar

  • Asad

  • Abu Turab

Explanation

Question 3 of 10

1

Q3. Ali (ra) ke walid Abu Talib ke kitne bete the ?

Select one or more of the following:

  • 3

  • 4

  • 6

Explanation

Question 4 of 10

1

Q4. Ali (ra) ne Fatima (ra) ki zindagi mein kitni aur shadiyan ki ?

Select one or more of the following:

  • 1

  • 2

  • koi shadi nahi ki

Explanation

Question 5 of 10

1

Q5. Ali (ra) us hadeeth ko bahut ahmiyat dete the. "Meri sari ummat Jannat mein jaegi siwae inkar karne walon ke" Inkar karne wale koun hai ?

Select one or more of the following:

  • Jisne Quran aur pichli kitabo ka inkar kiya

  • Jisne Allah ka inkar kiya

  • Jisne Rasool (saws) ki nafarmani ki

Explanation

Question 6 of 10

1

Q6. Kis ghazwae ke mauqe per Ali (ra) ko Fateh ka laqab mila ?

Select one or more of the following:

  • Ghazwae Khaybar

  • Ghazwae Banu Mustalaq

  • Ghazwae Ashira

Explanation

Question 7 of 10

1

Q7. Ali (ra) ne mohar nubuwat ke bare mein kya bataya ke wo Rasool (saws) ke kahan maujood thi ?

Select one or more of the following:

  • Dono khandon ke darmiyan

  • Daein bazu per

  • Seene per

Explanation

Question 8 of 10

1

Q8. Ali (ra) Rasool (saws) ke saath Makkah ke ird gird nikle toh jo bhi darakht aur pahad ate wo :-

Select one or more of the following:

  • Jhuk jate

  • As salamu alayka Ya Rasool Allah kehte

  • Khush amdeed Ya Rasool Allah kehte

Explanation

Question 9 of 10

1

Q9. Rasool (saws) ka bataya huwa khilafat ka arsa kiski khilafat per mukamal huwa ?

Select one or more of the following:

  • Ali (ra)

  • Hassan Bin Ali (ra)

  • Muawiya (ra)

Explanation

Question 10 of 10

1

Q10. Ali (ra) ki walda Fatima Bint Asad (ra) ne kya tayyar kiya tha, jiski wajah se unki qadr o manzilat mein izafa huwa ?

Select one or more of the following:

  • Jahiliyat ke ashar ka majmua

  • Ahadeeth ka majmua

  • Natiya majmua

Explanation