Asiya  Abdul Raoof
Quiz by , created more than 1 year ago

Their lives, inspirations & legacy

459
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof almost 7 years ago
Close

Seerate Sahaba & Sahabiyat {TEST-14}

Question 1 of 10

1

Q1. Jannat ke nawjawano ke sardar koun hai ?

Select one or more of the following:

  • Hassan Bin Ali (ra)

  • Hussain Bin Ali (ra)

  • Hassan (ra) & Hussain (ra)

Explanation

Question 2 of 10

1

Q2. Suleh Hudaibiya mein Ali (ra) ka kya kirdar tha ?

Select one or more of the following:

  • Katib - writing incharge

  • Qasid - messenger

  • Mashir - advicer

Explanation

Question 3 of 10

1

Q3. Kis mauqe per 1400 sahaba arzu kar rahe the ke jhanda unhe ata ho per Rasool (saws) ne jhanda Ali (ra) ke hawale kiya ?

Select one or more of the following:

  • Suleh Hudaibiya

  • Ghazwae Khaybar

  • Ghazwae Hunain

Explanation

Question 4 of 10

1

Q4. Kis ghazwae mein Rasool (saws) ne Madina mein Ali (ra) ko apne ahle khana ka janasheen (care taker) muqarar farmaya jisper munafiqeen ne hamle kiye aur batae banai ?

Select one or more of the following:

  • Ghazwae Ahzab

  • Ghazwae Tabuk

  • Ghazwae Khaybar

Explanation

Question 5 of 10

1

Q5. 9 hijri mein Rasool (saws) ne Hajj ke mauqe per ahem aylan karne ke liye Ali (ra) ko bheja. Us Hajj ke ameer koun the ?

Select one or more of the following:

  • Abu Bakr (ra)

  • Abu Obaida (ra)

  • Umar (ra)

Explanation

Question 6 of 10

1

Q6. Ali (ra) ki dawat per pura Hamdan qabila imaan le aya. Ye qabila kahan abad tha ?

Select one or more of the following:

  • Yemen ke qareeb

  • Madinah ke qareeb

  • Habsha ke qareeb

Explanation

Question 7 of 10

1

Q7. Yeka baad digar (alternatly) Abu Bakr (ra) aur Ali (ra) ke nikah mein rehne wali khatoon koun hai ?

Select one or more of the following:

  • Asma Bint Umais (ra)

  • Hamnah Bint Jahash (ra)

  • Khawlah Bint Hakeem (ra)

Explanation

Question 8 of 10

1

Q8. Umar (ra) ne Bayt ul Maal se tankhaw ke mamle mein kiska mashwara qubool kiya ?

Select one or more of the following:

  • Ali (ra)

  • Zubair (ra)

  • Uthman (ra)

Explanation

Question 9 of 10

1

Q9. Aksar Ali (ra) ek chadar istemal karte the aur kehte the ke mujhe ye mere mukhlis dost ne tohfe mein di hai. Wo kisne unhe di thi ?

Select one or more of the following:

  • Umar (ra)

  • Bilal (ra)

  • Abu Obaida (ra)

Explanation

Question 10 of 10

1

Q10. Jab Umar (ra) ne Ummahat ul Momineen (ra) ke saath Hajj kiya toh kis ko apne piche apna qaim muqam (sub governor) muqarar kiya ?

Select one or more of the following:

  • Ali (ra)

  • Uthman (ra)

  • Abdullah Bin Umme Makhtoom (ra)

Explanation