Asiya  Abdul Raoof
Quiz by , created more than 1 year ago

Their Lives, Inspiration & Legacy

591
0
0
No tags specified
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof almost 7 years ago
Close

Seerate Sahaba & Sahabiyat {Test 16}

Question 1 of 10

1

1. Talha (RA) ka laqab kya tha ?

Select one of the following:

  • A) Talhatul Fayyaz

  • B) Talhatul Khair

  • C) Talhatul Jawaad

  • D) All of the above

Explanation

Question 2 of 10

1

2. Talha bin Ubaidullah(RA) ki nau(9) biwiyon mein se kitni mukhtalif Ummahatul Mumineen ki behnein(sisters) thi ?

Select one of the following:

  • A) 2

  • B) 3

  • C) 4

Explanation

Question 3 of 10

1

3. Rasool Allah (SAW) ne Ghazwa e Ohod mein bahaduri se Nabi (SAW) ka difa karne per Talha(RA) ko farmaya ki "Talha (RA) meri Ummat ke chalte phirte _________________ hain"

Select one of the following:

  • A) Mujahid

  • B )Ghazi

  • C) Shaheed

Explanation

Question 4 of 10

1

4. Talha(RA) ko Badri Sahabi hone ka sharf kyu haasil hua ?

Select one of the following:

  • A) Wo Maidane Badr mein bahaduri se lade

  • B) Rasool Allah(SAW) ne unko Shumal(North) ki taraf khabargiri ke liye bheja tha.

  • C) Wo bimari ki wajah se Ghazwe mein shareek na ho sake the.

Explanation

Question 5 of 10

1

5. Zubair bin Awwam(RA) Rasool Allah (SAW) ke rishte mein kaun the?

Select one of the following:

  • A) Phoopi Zaad

  • B) Chacha zaad

  • C) Khala zaad

Explanation

Question 6 of 10

1

6. Umar(RA) ki shahadat ke baad Khalifa ke intekhab(selection) mein Zubair bin Awwam(RA) kis ke haqq mein dastbardar(quit) hue ?

Select one of the following:

  • A) Ali (RA)

  • B) Usman(RA)

  • C) Talha (RA)

Explanation

Question 7 of 10

1

7. Zubair(RA) ka laqab kya tha ?

Select one of the following:

  • A) Fayyaz

  • B) Hawwari-e-Rasool(SAW)

  • C) AlKhair

Explanation

Question 8 of 10

1

8. Kis mauqe per Zubair(RA) ne sab se behtereen aur muazzaz jhanda(flag) uthaya ?

Select one of the following:

  • A) Fatah Makkah

  • B) Ghazwa e Ahzaab

  • C) Ghazwa e Yarmook

Explanation

Question 9 of 10

1

9. Talha(RA) ki shahadat se pehle zakhmi haalat mein dekhkar Ali(RA) ne kis surah ki Aayat tilawat ki ?

Select one of the following:

  • A) Surah Taha

  • B) Surah Mariyam

  • C) Surah Mulk

Explanation

Question 10 of 10

1

10. Zubair bin Awwam(RA) kis number per Islam laaye ?

Select one of the following:

  • A) 5

  • B) 10

  • C) 15

Explanation