Qasasulquran quiz 14

Description

Quiz on Qasasulquran quiz 14, created by Asiya Abdul Raoof on 08/06/2017.
Asiya  Abdul Raoof
Quiz by Asiya Abdul Raoof, updated more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof almost 7 years ago
2600
0

Resource summary

Question 1

Question
Assahabe kahf ka waqiya kis tarah bataya gaya hai ?
Answer
  • Asasteerul awwaleen ke zariye
  • Haqq ke saath
  • A aur B durust hai

Question 2

Question
Kya quraan is baat par zor deta hai ke is waqey se ham uki tedad yaad rakhen ?
Answer
  • true
  • false

Question 3

Question
Ye naujawan kis cheez ko bachae ke liye ghar panah bazeen hue ?
Answer
  • apni jaan bacha ne ke liye
  • iman bachane ke liye
  • maal bachane ke liye

Question 4

Question
Kya inhein apni tarbiyat ke liye kisi ka support hasil tha ?
Answer
  • haan unke liye rasool the
  • unke liye teachers the
  • unhon ne khud se apne iman ko bachana chaha

Question 5

Question
KIs ke kehne par kuffare makkah ne yeh sawal kiya ?
Answer
  • Christians ke kehne par
  • yahood ke kehne par
  • yahood ke ahbar ke kehne par

Question 6

Question
assahabe kahf ke time ke king ka kya naam tha ?
Answer
  • Nimrod
  • firawn
  • dacyanus

Question 7

Question
Tareekh nigahon (historians) ke mutabiq ye waqiye konse shahr mein pesh aya tha ?
Answer
  • rome
  • ifsus
  • greece

Question 8

Question
Assahabe kahf se hamen kya sabq milta hai ?
Answer
  • Naujawan kisi bhi culture ka asar bahut jald qubool karte
  • jis cheez ke bare mein irada karte hain use pure hi karte hain
  • Donon jawab dhalat hai

Question 9

Question
Aaj hamari naujawan nasl ki tarbiyat ke liye ham kya tareqa apnaen ge ?
Answer
  • Unhen cartoons aur games ke hawale karden ge
  • school ke hawale karden ge
  • ham unhen quran aur sahaba ke waqayat sunaenge

Question 10

Question
Surah kahf kab padh na chahiyye ?
Answer
  • eid ke din
  • saturday
  • friday
Show full summary Hide full summary

Similar

American Football
jackmackinder19
Periodicity
hanalou
English Language Key Terms
emilyralphs
AS AQA Accounting Unit 1 - FLASH CARDS
Harshad Karia
An Gnáthrud
xlauramartinx
Algebra Quiz
Norman McBrien
Roles of Education
Isobel Wagner
Computer Systems
lisawinkler10
2PR101 1.test - 1. část
Nikola Truong
Clinical Pathoanatomy MCQs (Q 151-250)
Ore iyanda
Pega CSSA 7.2 Dumps
Kavya Virupaksha