Shabana Rupani
Test por , creado hace más de 1 año

Understanding the life of the Prophet pbuh

830
0
0
Shabana Rupani
Creado por Shabana Rupani hace alrededor de 9 años
Cerrar

Seerah Quiz-3

Pregunta 1 de 20

1

Q-1: Allah(SWT) jin Mua'zzaz hastiyon ko apni Nubuwwat ke liye chunta hai...

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Unki hamesha se Hifazat hoti hai

  • Unka maazi bedaagh hota hai

  • Unke maazi ko misaal banakar pesh kiya jaata hai

  • Upar diye gaye tamam jawabaat durust hain

Explicación

Pregunta 2 de 20

1

Q-2: Mus-tashriqeen kise kehte hain ?

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Un scholars ko jo Research karke kuch likhein

  • Un Muslim scholars ko jo Research karke likhein

  • Un Ghair Muslim scholars ko jo Research karke likhein

Explicación

Pregunta 3 de 20

1

Q-3: Jis waqt Jung-e-Fujjar pesh aayi, us waqt Aap(SAW) ki Umar

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • 15 ya 20 saal thi

  • 10 ya 12 saal thi

  • 5 ya 10 saal thi

Explicación

Pregunta 4 de 20

1

Q-4: Fujjar ka matlab hai

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Jung

  • Khatarnaak Jung

  • Phaadna

Explicación

Pregunta 5 de 20

1

Q-5: Ek Ahem Muaheda(agreement) hua, uska naam

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Suleh Hudaibiyah

  • Hilful Fuzool

  • Dono jawabaat durust hain

Explicación

Pregunta 6 de 20

1

Q-6: Aap(S.A.W) Ka zariya Maash aur Jafa-kashi ki zindagi (Bachpan aur Naujawani mein)

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Bakriyaan charate

  • Chand qairat ke badle Makkah ki Bakriyaan charate the

  • Madinah ki Bakriyaan charate the

Explicación

Pregunta 7 de 20

1

Q-7: Hazrat Khadija(R.A) ne kis baat se mutassir hokar Rishta bheja ?

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Aap(S.A.W) ki Seerat aur Kirdar se

  • Aap(S.A.W) ki Amanatdari se

  • Aap(S.A.W) ka Tijarat mein munafa hasil karna

  • Tamaam jawabaat durust hain

Explicación

Pregunta 8 de 20

1

Q-8: is safare Tijarat mein Aap(S.A.W) ke saath kaun tha ?

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Aap(S.A.W) ke Chacha

  • Bilal(R.A)

  • Maiserah

Explicación

Pregunta 9 de 20

1

Q-9: Khadija( R.A.) se Nikah hua, us waqt Aap(S.A.W) ki Umar Mubarak

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • 25 years

  • 23 years

  • 26 years

Explicación

Pregunta 10 de 20

1

Q-10: Is Nikah mein mehar muqarrar hua (Khadija( R.A) ka mehar)

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • 10 Camels

  • 20 Camels

  • 26 Camels

Explicación

Pregunta 11 de 20

1

Q-11: "Aap(S.A.W) kya unko yaad karte hain, wo laal masudhon wali" ye kisne kaha tha ?

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Umme Salma(R.A)

  • Zainab binte Jahash(R.A)

  • Ayesha(R.A)

Explicación

Pregunta 12 de 20

1

Q-12: Aap(S.A.W) jab Qurbani karte to gosht...

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Milne julne walon ke ghar bhijwate

  • Rishtedaron ko dete

  • Khadija(R.A) ki saheliyon ko bhijwate

Explicación

Pregunta 13 de 20

1

Q-13: Aap(S.A.W) ko kisi se aulad nahi hui, siwae

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Umm-e-Salma(R.A) aur Khadija(R.A)

  • Juwairiyah(R.A) aur Khadija( R.A)

  • Mariya(R.A) aur Khadija(R.A)

Explicación

Pregunta 14 de 20

1

Q-14: Kaabatullah ki ta'meer pesh aayi

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Aap(S.A.W) ko Nubuwwat milne ke baad

  • Aap(S.A.W) ki Umar ke 35th saal

  • Aap(S.A.W) ki Umar ke 40th saal

Explicación

Pregunta 15 de 20

1

Q-15: Aap(S.A.W) Nubuwwat se pehle...

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Tanhai pasand ho gaye the

  • Ghaar-e-Hira mein jakar ghaur-o-fikr karte

  • Dono jawabaat durust hain

Explicación

Pregunta 16 de 20

1

Q-16: Jibrael Ameen Wahi laate hain...

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Surah Al Alaq

  • Surah Al Alaq ki 5 Aayaat

  • Surah Al Alaq ki ibtedaie 5 Aayaat

Explicación

Pregunta 17 de 20

1

Q-17: Jis waqt Nubuwwat mili, us waqt Aap(S.A.W) ki Umar Mubarak

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • 40 saal 6 mahine

  • 40 saal

  • 42 saal 6 mahine

Explicación

Pregunta 18 de 20

1

Q-18: Seerat padhne ka maqsad

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • ilm mein izafa ho

  • Full marks mil jaaye

  • Allah ke Rasool(S.A.W) ki Seerat se apni zindagi ko sawarein

Explicación

Pregunta 19 de 20

1

Q-19: Qur'an-e-Kareem ke nuzool ki ibteda

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Ramadan mein hui

  • Rabi ul Awwal mein hui

  • Hajj ke mausam mein hui

Explicación

Pregunta 20 de 20

1

Q-20: Kya Maine irada kiya ke main Seerat padhkar...

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Apne Akhlaq aur Kirdar ko sanwaroongi In sha Allah

  • Apne andar Amanat aur Sachchai ki sifaat paida karoongi In sha Allah

  • Apne bachchon, apne Khandan ko Seerat se aagah karoongi In sha Allah

  • Tamaam jawabaat durust hain

Explicación