kuffar e Makkah ke kin sawalaat ke jawab mein surah kahf nazil hua?
As'hab e Kahaf, Rooh, Zulqarnain ke bare mein
Khizar AS, Musa AS, Zulqarnain ke bare mein
As'hab e Kahaf, baagh wale, Musa AS ke bare mein
Abu Bakr RA ki khilafat ke liye sab se pehle kis ne baith ki?
Umar RA
Abu Ubaida bin Jarrah
Usman RA
Hadees ke mutabik kin 3 logon ki izzat (respect) karni chahiye?
Shaiba (old man), aadil badshah, haamil e Qur'an
Andha badshah, Qur'an ka talib e ilm, mazoor shaqs
Haafiz e qur'an, badshah e waqt, mazoor shaqs
Zulqarnain kaun tha?
Aadil badshah
Zalim badshah
Mutakabbir badshah
Zulqarnain ko Allah SWT ne bahot se wasail (resources) ata kiye the
True
False
Zulqarnain ki fauj (army) kaisi thi?
Badi (large) aur munazim (disciplined)
Choti magar munazim (disciplined)
Badi (large) magar ghair munazim (undisciplined)
Allah SWT ne Zulqarnain ko kafir qaum ke liye kya hukm diya?
Unko azab de
Unko chod de
Chahe to unko azab de cahe to chod de
Asbaab aise wasail hain jin se faida utane ke liye jaddo jahed (struggle) nahi karni padti.
Garam pani, lava ke kareeb ki garam mitti aur kichad ke liye kya lafz istemal huwa hai?
Haami'atin
Jadaha
Balagha
''Fa atba'a sababa'' se kya murad hai?
Wasail ka behtareen istemal karna
Allah SWT ka behtareen wasail ata karna
Jaddo jahed ke baghair hi wasail ka faidamand hona