Asiya  Abdul Raoof
Quiz por , criado more than 1 year ago

TAFSEER SURAH NISA Quiz sobre TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-17}, criado por Asiya Abdul Raoof em 05-06-2020.

626
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Criado por Asiya Abdul Raoof quase 4 anos atrás
Fechar

TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-17}

Questão 1 de 10

1

Insan pe sabse pehla haq ...

Selecione uma ou mais das seguintes:

  • a) Allah swt ka

  • b) Walidain ka

  • c) Padosiyon ka

Explicação

Questão 2 de 10

1

Walidain ke saat kis tarha ke sulook ka hukum hai?

Selecione uma ou mais das seguintes:

  • a) Barabari ka

  • b) Achhe sulook ka

  • c) Ahsaan ka

Explicação

Questão 3 de 10

1

Qur'an mein jinn o ins ki takhleeq ka maqsad kya bataya gaya hai?

Selecione uma ou mais das seguintes:

  • a) Farishton pe bartari

  • b) Allah swt ki ibadat

  • c) Ek dusre se muqabla

Explicação

Questão 4 de 10

1

Aap ke husn e sulook ke sabse zyada kaunse rishtedaar mustahiq hain?

Selecione uma ou mais das seguintes:

  • a) kareebi rishtedaar

  • b) Gareeb rishtedaar

  • c) Door rehne waale

Explicação

Questão 5 de 10

1

Aise log jinki aamdani unki bunyadi zarooriyaat se kam ho aur wo maangte na hon

Selecione uma ou mais das seguintes:

  • a) Yateem

  • b) Sahib e jumb

  • c) Miskeen

Explicação

Questão 6 de 10

1

Kaunse padosi aap ke husn e sulook ke sabse zyada mustahiq hain?

Selecione uma ou mais das seguintes:

  • a) Kareeb rehnewale

  • b) Jo aapke rishtedaar bhi hon

  • c) Faasle pe rehnewale

Explicação

Questão 7 de 10

1

Ek dafa Jibail as ne kiske itne huqooq bataye ke Rasool saw ko gumaan hua ke inko wirasat ka haqdaar bana diya jayega?

Selecione uma ou mais das seguintes:

  • a) Padosi

  • b) Miskeen

  • c) Yateem

Explicação

Questão 8 de 10

1

Kaise musafir ke saat achhe sulook ka hukum hai?

Selecione uma ou mais das seguintes:

  • a) Gareeb

  • b) Ameer

  • c) Dono tarha ke

Explicação

Questão 9 de 10

1

Is aayat mein kin logon ke liye kaha gaya hai ke unko Allah swt pasand nahi farmata?

Selecione uma ou mais das seguintes:

  • a) Miskeen ke saat bad sulooki karnewale ko

  • b) Itraane aur fakhar karnewale ko

  • c) Yateem ko dhakke denewale ko

Explicação

Questão 10 de 10

1

Jahannamiyon ke jahannum mein jaane ki ek wajah ye bhi hai ke wo __________ ko khana nahi khilaate the na hi dusron ko is baat ki targheeb dete the.

Selecione uma ou mais das seguintes:

  • a) padosi

  • b) Rishtedaar

  • c) Yateem o miskeen

Explicação