Asiya  Abdul Raoof
Quiz por , criado more than 1 year ago

Brief interpretation of the QURAN

95
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Criado por Asiya Abdul Raoof quase 9 anos atrás
Fechar

DAUR-E-QURAN juz 11

Questão 1 de 12

1

Q1. Surah At-Taubah ka naam At-Taubah kis wajah se rakha gaya hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Ismein munafiqeen ka zikr hai jinko taubah karni chahiye

  • Chnd sahaba ke taubah qubool hone ki khushkabri hai

  • Taubah ka zikr kasrath se hai

Explicação

Questão 2 de 12

1

Q2. Baat baat par qasmein koun khata hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Majbur admi

  • Munafiq

  • Jiski sachi baat mani na jae

Explicação

Questão 3 de 12

1

Q3. “Sabiqoon alawaloon” se kya murad hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Wo sahaba karaam jinho ne islam lane mein sabaqt ki

  • Jo neekion mein sabaqt karte hai

  • Ghazwa-e-Badar ke shurkaa

Explicação

Questão 4 de 12

1

Q4. Munafiqat ki nishani jisko hume apne andr bhi taalash karna chahiye. Wo kya hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Zabaani jama karch (lip service), be amli, susti

  • Dhoka

  • Dono jawab durust hai

Explicação

Questão 5 de 12

1

Q5. Kis ghazwae ke mauqe par shaded garmi thi aur khajur ki fasal tayyar thi, jihad ke liye nikalne ka hukum aya ?

Selecione uma das seguintes:

  • Ghazwa-e-Uhud

  • Ghazwa-e-Khandak

  • Ghazwa-e-Tabuk

Explicação

Questão 6 de 12

1

Q6. Taubah ki ek sharth kya hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Kabhi gunah na karna

  • Ghalti par israar na karna

  • Har baar wahi ghalti karne ke baad taubah kar lena

Explicação

Questão 7 de 12

1

Q7. “Sabiqoon alawaloon” ke sath kin logon ko Jannat ki bashaarat di gai hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Baqi sahaba karaam ko

  • Unke ghar walon ko

  • Jo bhi unki perwi kare ga

Explicação

Questão 8 de 12

1

Q8. Ek masjid jiski bunyaad jhoot, dhoka, nifaaq aur sazish par rakhi gai. Uska naam kya hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Masjid-e-Dhiraar

  • Masjid-e-Munafiqeen

  • Masjid-e-Kazzaab

Explicação

Questão 9 de 12

1

Q9. Surah At-Taubah aayat 108 mein Allah (s.w.t) ne Ahle Quba ki kis sifat ki tareef farmai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Unka paak saaf rehna

  • Unka ek dusre se mohabbat karna

  • Nabi (s.a.w.s) ki iteba’a karna

Explicação

Questão 10 de 12

1

Q10. Kaab bin Malik (r.a) , Murarah bin Rabi’e(r.a) aur Hilal bin Umayyah(r.a) ki taubah kitne din baad qubool hui ?

Selecione uma das seguintes:

  • 50 din

  • 20 din

  • 2 mahine

Explicação

Questão 11 de 12

1

Q11. Quran kareem ki sifat “hakeem” se kya murad hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Hikmat wala

  • Bemarion se shifa

  • Izaat wala

Explicação

Questão 12 de 12

1

Q12. Surah Yunus aayat 26 mein “zyada” se kya murad hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Jannat

  • Allah ka didaar

  • Jannat ke a’ala darje

Explicação