Asiya  Abdul Raoof
Quiz por , criado more than 1 year ago

The fundamentals of FASTING

3177
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Criado por Asiya Abdul Raoof aproximadamente 8 anos atrás
Fechar

ROZON KE MASAEEL {TEST-2}

Questão 1 de 15

1

Q1. Fidya kisko ada karna hoga ?

Selecione uma das seguintes:

  • Musafir

  • Daimi mareez jinki sehat ki koi umeed baqi na rahe

  • Hamela

Explicação

Questão 2 de 15

1

Q2. Allah Jahannam se logon ko azaad karte hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Ramadan ki har raat

  • Har roze iftaar ke waqt

  • Un dono awqaat mein

Explicação

Questão 3 de 15

1

Q3. Ramadan ki barkaton se mehrum rehne wala _______________________________ hai.

Selecione uma das seguintes:

  • Baad naseeb

  • Bewaquf

  • Jahel

Explicação

Questão 4 de 15

1

Q4. Roza na rakhne walon ke liye waeed aur uske nuqsanat batane ko roza ki ______________________ kaha.

Selecione uma das seguintes:

  • Ahmiyat

  • Fazeelat

  • Barkat

Explicação

Questão 5 de 15

1

Q5. Musafir aur mareez ko roza na rakhne ki rukhsat hai.

Selecione uma das seguintes:

  • Baad mein qaza rakhni hogi

  • Qaza ki zarurat nahi

  • Fidya dena hoga

Explicação

Questão 6 de 15

1

Q6. Biwi se humbistari karna na-jaiz hai.

Selecione uma das seguintes:

  • Ramadan ul Mubarak mein raat ke waqt

  • Dauran itekaaf

  • Dono options saheeh hai

Explicação

Questão 7 de 15

1

Q7. Ramadan ke akhir mein agar mutla abr alood ho (cloudy weather) ho toh kya karna chahiye ?

Selecione uma das seguintes:

  • 30 roze pure karne chahiye

  • 29 roze pure karne chahiye

  • Baham mashware se dono tarah kiya jasakta hai

Explicação

Questão 8 de 15

1

Q8. Rozedar ke liye Jannat mein ek khususi darwaza hai, uska kya naam hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Imaan

  • Rayyan

  • Salaam

Explicação

Questão 9 de 15

1

Q9. Kis sahabi ke liye Rasool (saws) ne farmaya ke mujhe umeed hai ke unko Jannat ke 8 darwazo se pukara jaega ?

Selecione uma das seguintes:

  • Abu Bakr (r.a)

  • Umar (r.a)

  • Usmaan (r.a)

Explicação

Questão 10 de 15

1

Q10. Jibreel (a.s) ki kis dua par Nabi (s.a.w.s) ne ameen kahi ?

Selecione uma das seguintes:

  • Ramadan pane ke bawajud bakshish hasil na karne wale par halakat ho

  • Rasool (s.a.w.s) ke zikr par durood na bhejne wale par halakat ho

  • Dono duaon par

Explicação

Questão 11 de 15

1

Q11. Siddiqeen aur Shuhada ka saath naseeb hoga.

Selecione uma das seguintes:

  • Jo Ramadan mein siyam kare

  • Jo Ramadan mein qiyam kare

  • Jo Ramadan mein siyam aur qiyam kare

Explicação

Questão 12 de 15

1

Q12. Naya chand dekhne ki masnoon dua jo hume sikhai gai hai, ismein kis cheez ki tardeed (rejection) hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Shirk

  • Gunah

  • Takbeer

Explicação

Questão 13 de 15

1

Q13. Dauran ramadan agar musafir ke rozon ki tedaad hazir ilaqe (mulk) ke rozon se zyada ho toh zayd dino ke roze :-

Selecione uma das seguintes:

  • Tark dena chahiye

  • Nafl ki niyyat se rakhne chahiye

  • Dono tarah kiya jasakta hai

Explicação

Questão 14 de 15

1

Q14. Abr (clouds) ki wajah se agar Eid ka chand nazr na aye aur roza rakhne ke baad malum ho ke chand nazr achuka hai toh :-

Selecione uma das seguintes:

  • Roza pura karna hoga

  • Roza khol dena chahiye

  • Dono tarah kiya jasakta hai

Explicação

Questão 15 de 15

1

Q15. Dauran ramadan agar musafir ke rozon ki tedaad hazir ilaqe (mulk) ke rozon ki tedaad se kam ho toh :-

Selecione uma das seguintes:

  • Eid ke baad tedaad puri karni chahiye

  • Tedaad puri karna zaruri nahi

  • Chahiye toh rakhle

Explicação