Asiya  Abdul Raoof
Quiz por , criado more than 1 year ago

The fundamentals of FASTING

1919
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Criado por Asiya Abdul Raoof quase 8 anos atrás
Fechar

ROZON KE MASAEEL {TEST-6}

Questão 1 de 15

1

Q1. Kis din ke roze rakhna Nabi (s.a.w.s) pasand farmate the ?

Selecione uma das seguintes:

  • Monday & Saturday

  • Sunday & Monday

  • Monday & Thursday

Explicação

Questão 2 de 15

1

Q2. Hajji ke liye Arafaat mein 9 zul hijjah ka roza rakhna kaisa hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Bahut zyada ajr hai

  • Mana hai

  • Pasand hai

Explicação

Questão 3 de 15

1

Q3. Hadeeth mein Rasool Allah (s.a.w.s) ne khaas taur par kis paighambar ke roze rakhne ke tareeqe ko afzal qarar diya ?

Selecione uma das seguintes:

  • Ibrahim (a.s)

  • Dawood (a.s)

  • Isa (a.s)

Explicação

Questão 4 de 15

1

Q4. Chalees (40) rozon ka chilla :-

Selecione uma das seguintes:

  • Sunnat se sabit nahi

  • Muttaqion ka tareeqa hai

  • Mustahab hai

Explicação

Questão 5 de 15

1

Q5. Sirf hafte ka roza rakhna :-

Selecione uma das seguintes:

  • Makrooh hai

  • Jaiz hai

  • Mustahab hai

Explicação

Questão 6 de 15

1

Q6. Ramadan ke rozon ke baad kis mahine ke roze afzal hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Rajab

  • Muharram

  • Rabi ul Awwal

Explicação

Questão 7 de 15

1

Q7. Kis 1 roze ke badle 1 guzishta aur 1 aynda saal yani 2 saal ke saghira gunaho ko maaf kardiya jata hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • 10 Muharram

  • 9 Zul Hijjah

  • 9 Muharram

Explicação

Questão 8 de 15

1

Q8. Sirf Jumuah ka roza rakhna :-

Selecione uma das seguintes:

  • Mustahab hai

  • Afzal hai

  • Makrooh hai

Explicação

Questão 9 de 15

1

Q9. Har mah ke pehle Monday aur pehle dono Thursday ke roze rakhna :-

Selecione uma das seguintes:

  • Nabi (s.a.w.s) ne iska hokum diya

  • Nabi (s.a.w.s) ka ma'amul tha

  • Nabi (s.a.w.s) ne mana farmaya

Explicação

Questão 10 de 15

1

Q10. Isteqbal-e-Ramadan ke taur par roze rakhna kaisa hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Mustahab hai

  • Afzal hai

  • Mana hai

Explicação

Questão 11 de 15

1

Q11. Rasool Allah (s.a.w.s) kis mahine mein baqi tamaam mahino ki nisbat kasrat se roze rakhte the ?

Selecione uma das seguintes:

  • Rajab

  • Muharram

  • Shaban

Explicação

Questão 12 de 15

1

Q12. Har saal Ramadan ke pure roze aur kis mahine ke 6 roze rakhne ka sawab umr bahr roze rakhne ke barabar hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Rajab

  • Shawwal

  • Muharram

Explicação

Questão 13 de 15

1

Q13. Nabi (s.a.w.s) se tasdeeq shuda (approved) pehla ahadeeth ka majmua kisne martab (arrange) kiya ?

Selecione uma das seguintes:

  • Abdullah Bin Umar (r.a)

  • Abdullah Bin Abbas (r.a)

  • Abdullah Bin Amr Bin Al Aas (r.a)

Explicação

Questão 14 de 15

1

Q14. Shaban ke rozon ke bare mein kya baat sahih maloom hoti hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • 15 tareeq ka roza rakhna chahiye

  • 15 tareeq ke baad ke roze rakhe jasakte hai

  • 1 se 15 tareeq ke roze rakhe jasakte hai

Explicação

Questão 15 de 15

1

Q15. Muharram ki 10 tareeq ka roza kis tarah rakhna chahiye :-

Selecione uma das seguintes:

  • 9 ya 11 se milakar rakhna chahiye

  • 9, 10 aur 11 rakhna chahiye

  • Sirf 10 ka roza rakhne mein koi harj nahi

Explicação