TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-17}

Description

Tafseer of Surah Baqarah
Asiya  Abdul Raoof
Quiz by Asiya Abdul Raoof, updated more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof almost 6 years ago
1404
0

Resource summary

Question 1

Question
Q1. Islam mein jang ka maqsad :-
Answer
  • Allah ke deen ka ghalba
  • Maal-e-ghanimat ka husul
  • Dono sahi hai

Question 2

Question
Q2. Ziyadati na karne wale ko aayat mein kya kaha gaya hai ?
Answer
  • Muttaqi
  • Muslim
  • Momin

Question 3

Question
Q3. Qatal fitne se bada hai.
Answer
  • True
  • False

Question 4

Question
Q4. Har kaam ko khubi aur khushi se anjaam dene wala :-
Answer
  • Muttaqi
  • Mohsin
  • Momin

Question 5

Question
Q5. Hajj ka rukn-e-aazam
Answer
  • Qurbani
  • Waqu-e-arafah
  • Jamraat ki rami

Question 6

Question
Q6. __________________ se murad hai "dunya ki azmaishoon pe sabit qadam rehna.
Answer
  • Hasanah
  • Taqwa
  • Ahsaan

Question 7

Question
Q7. Muzdalifa ki raat masnoon amal kya hai ?
Answer
  • Nawafil ki kasrat
  • Tasbeeh ki kasrat
  • Sona

Question 8

Question
Q8. Hajj ke dauran 9 dhul hijjah ko maghrib kahan padhi jaegi ?
Answer
  • Arafaat mein
  • Mina mein
  • Muzdalfa mein

Question 9

Question
Q9. Arafaat mein kon si namaze jama ki jati hai ?
Answer
  • Fajr Zuhr
  • Zuhr Asr
  • Maghrib Isha

Question 10

Question
Q10. Allah ki muhabbat mein Allah ki nafarmani se bachna.
Answer
  • Zuhad
  • Taqwa
  • Ahsaan
Show full summary Hide full summary

Similar

TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-2}
Asiya Abdul Raoof
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-3}
Asiya Abdul Raoof
TAFSEER SURAH KAHAF {TEST-1}
Asiya Abdul Raoof
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-7}
Asiya Abdul Raoof
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-9}
Asiya Abdul Raoof
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-6}
Asiya Abdul Raoof
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-11}
Asiya Abdul Raoof
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-26}
Asiya Abdul Raoof
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-14}
Asiya Abdul Raoof
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-16}
Asiya Abdul Raoof
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-12}
Asiya Abdul Raoof