ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 7}

Description

The fundamentals of ZAKAAT
Asiya  Abdul Raoof
Quiz by Asiya Abdul Raoof, updated more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof over 7 years ago
710
0

Resource summary

Question 1

Question
Q1. Hadeeth ka mafhum hai "Allah tala halal kamai se kiya gaya sadqe ko badhata hai yahan tak ke wo" :-
Answer
  • Dugna hojata hai
  • 10 guna hojata hai
  • Pahad ke barabar hojata hai

Question 2

Question
Q2. Sadqa Fitr ada karna chahiye :-
Answer
  • Jiske paas 1 din aur 1 raat ki khurak maujood ho
  • Sahibe nisab
  • Rozedar

Question 3

Question
Q3. Haram kiska opposite hai ?
Answer
  • Farz
  • Sunnate muakida
  • Mustahab

Question 4

Question
Q4. Roze ki halat mein sarzad hone wale gunaho ka kaffara :-
Answer
  • Nafli sadqa
  • Zakaat
  • Sadqe fitr

Question 5

Question
Q5. Sadqe fitr :-
Answer
  • Farz hai aur namaz Eid se pehle ada karna chahiye
  • Farz hai aur namaz Eid ke baad ada karna chahiye
  • Nafl hai aur namaz Eid se pehle ada karna chahiye

Question 6

Question
Q6. Haram maal se di gai zakat aur sadqa :-
Answer
  • Adha ajr hai
  • 1/3 ajr hai
  • Qubool nahi kiya jata

Question 7

Question
Q7. Kis cheez ke liye mangna, aag ke angare jama karna hai ?
Answer
  • Zarurat ke liye
  • Maal jama karne ke liye
  • Kisi dusre ki maddad ke liye

Question 8

Question
Q8. Wo amal jiska karna behtar aur chodne par koi gunah nahi ?
Answer
  • Farz
  • Sunnate muakida
  • Mustahab

Question 9

Question
Q9. Wo amal jisko karne mein koi sawab ya chodne par koi gunah nahi ?
Answer
  • Mubah
  • Sunnate muakida
  • Mustahab

Question 10

Question
Q10. Wo amal jiska karna behtar hai aur chodne par puch hoskati hai ?
Answer
  • Farz
  • Sunnate muakida
  • Mustahab

Question 11

Question
Q11. Kin ko zakat dene mein duhra (double) ajr hai ?
Answer
  • Maa baap
  • Aulad
  • Mustahaq rishtedar

Question 12

Question
Q12. Har ek ko apni zakaat 8 masarif mein taqseem karna :-
Answer
  • Zaruri hai
  • Zaruri nahi
  • Afzal hai

Question 13

Question
Q13. Beja sawal karne wale ka sawal qiyamat ke din ______________ par zakham ki manind ayga ?
Answer
  • Uske muh
  • Uski peet
  • Uski haatho

Question 14

Question
Q14. Hazrat Hasan Bin Ali (r.a) ne kya khane ki koshish ki toh rasool (saws) ne unhe mana farmaya ?
Answer
  • Sadqe ki khajur
  • Qurbani ka ghosht
  • Zameen par giri hui roti

Question 15

Question
Q15. Maa, Baap, Aulad aur biwi ko zakaat dena :-
Answer
  • Jaiz hai
  • Jaiz nahi
  • Afzal hai
Show full summary Hide full summary

Similar

ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 4}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 6}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 5}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST-3}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 2}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 8}
Asiya Abdul Raoof
DUROOD KE MASAEEL {TEST - 2}
Asiya Abdul Raoof
DUROOD KE MASAEEL {TEST - 4}
Asiya Abdul Raoof
ROZON KE MASAEEL {TEST-5}
Asiya Abdul Raoof
ROZON KE MASAEEL {TEST-7}
Asiya Abdul Raoof
ROZON KE MASAEEL {TEST-3}
Asiya Abdul Raoof