Quiz
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-12}
Fragen in diesem Quiz (10)
1Q1. Yahood aur Nasara ko kis cheez ki pairwi se roka gaya hai ?
- AUnke ilm ki
- BUnke amal ki
- CUnke khuwahishat e nafs ki
2Q2. Tilawate haqq se kya murad hai ?
- AItteba karna
- BIlm hasil karna
- CImaan lana
3Q3. Wo dastoor jo Allah ne anbiya ki zaban per bandon ke liye muqarar farmaya. Ye kis lafz ka manay hai ?
- A( milatahum) ملتهم
- B(usoolahum) اصولهم
- C(umorahum) امورهم
4Q4. Kis nabi ki awlaad mein se har daur mein anbiya ate rahe ?
- AIbrahim (as)
- BIdress (as)
- CMusa (as)
5Q5. Ibrahim (as) ne kis ko rizq dene ki dua ki ?
- AKafiron ko
- BImaan walon ko
- CDono ko
6Q6. Manasik se kya murad hai ?
- AIbaadat ke tareeqe
- BRehn sehen ke tareeqe
- CRasm o riwaj
7Q7. Nabi (saws) ne farmaya :- "mein apne baap _____________________ ki dua hoon"
- AIbrahim (as)
- BAbdullah
- CIshaq (as)
8Q8. Hikmat kya hai ?
- ADeen ki marifat
- BAhadeeth
- CDono sahi hai
9Q9. Shirk aur buray ikhlaq se paak karna kya kehlata hai ?
- AHikmat
- BTaskiya
- CFehem
10Q10. Ibrahim (as) aur Yaqoob (as) ne apni awlaad ko kis haal mein marne ki waseehat ki ?
- AMusalman
- BYahoodi
- CIbraheemi
Informationen
- Beschreibung
- Tafseer of Surah Baqarah
- Autor
- Asiya Abdul Raoof
- Sprache
- English
- Aufrufe
- 1.070
- Schlagwörter
- Bewertung
- Noch keine Bewertungen Bewerte dieses Quiz