GoConqr hat ein neues Design! Sag uns, wie es dir gefällt.

Quiz

TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-15}

Asiya Abdul Raoof 10 Fragen 1.057 Aufrufe

Quiz starten

Fragen in diesem Quiz (10)

  1. 1Q1. Quran mein bayan ki gai Allah ki qudrat ki nishanion se aqal wale kya hasil karte hai ?
    1. ASciency maloumaat
    2. BAllah ki marifat
    3. CApni takhleeq ki haqeeqat
  2. 2Q2. Allah se muhabbat mein kon log shadeed hai ?
    1. AAqal wale
    2. BImaan wale
    3. CIlm wale
  3. 3Q3. Mushrik ghair Allah se kaisi muhabbat karte hai ?
    1. AJaisi Allah se karni chahiye
    2. BJaisi Allah ke bando se karni chahiye
    3. CJaisi apne maa baap se karni chahiye
  4. 4Q4. Soofiyon ke nazdeek kai kai din bhooka rehna taqwe ki alamat hai :-
    1. ATrue
    2. BFalse
  5. 5Q5. Shaitan kiska hukum deta hai ?
    1. ABurai
    2. BFahashi
    3. CBurai & Fahashi
  6. 6Q6. Log apne aba o ajdad ki andhi taqleeq kyu karte hai ?
    1. ADaleel aur ilm ki kami
    2. BTakabur aur hasad
    3. CMuhabbat aur shukr guzari
  7. 7Q7. Shukar ka aala darja :-
    1. AAmal e saleh
    2. BZabaan ka iqrar
    3. CDil mein ehsas
  8. 8Q8. Allah ne humare liye zyada cheezon ko khane ke liye haram aur bahut kam cheezon ko halal kiya hai :-
    1. ATrue
    2. BFalse
  9. 9Q9. Wo kounse janwar hai jinka murdar bhi halal hi hai ?
    1. AMachli aur Tiddi
    2. BMachli aur Murghabi
    3. CTiddi aur Ababeel
  10. 10Q10. Niamato ke ________________________ se niamato mein izafa hota hai ?
    1. AShukar
    2. BFakhr
    3. CZikr

Informationen

Beschreibung
Tafseer of Surah Baqarah
Sprache
English
Aufrufe
1.057
Schlagwörter
quranhadeethtafseer
Bewertung
Noch keine Bewertungen
Bewerte dieses Quiz
Bewerte dieses Quiz

Feedback

Worum geht es?

Wie gefällt dir das neue Design?

Dein Eindruck