Quiz
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-16}
Fragen in diesem Quiz (10)
1Q1. Shiqaq ke ma'ane :-
- ADushmani
- BSakhti
- CMarz
2Q2. Sadaqah dene ke liye humein kya tarteeb batai gai hai ?
- ARishte daar, yatama, masakeen
- BYatama, masakeen, rishte daar
- CRishte daar, masakeen, yatama
3Q3. Lachak kis mein hoti hai ?
- AMuhsineen
- BMomineen
- CSabireen
4Q4. Lipat kar na mangne wala :-
- AYateem
- BSahileen
- CMiskeen
5Q5. Aye aqal walon qasas mein _________________ hai.
- ATaqwa
- BBehtari
- CZindagi
6Q6. Yateem wo hota hai jo ________________________ ho aur uska baap mar jai.
- ABaligh
- BNa Baligh
- CDono sahih hain
7Q7. Kisi ko museebat/qarz se nikalna :-
- ASaeleen
- BGardan churana
- CWabnis sabeel
8Q8. Musafir ko sadqa dene ke liye zaroori hai ke wo apne ghar mein bhi miskeen ho ?
- ATrue
- BFalse
9Q9. Kisi ke saath waise hi sulook karna jaise usne kiya hai :-
- AMaaf karna
- BJaisi karni waisi bharni
- CQasas
10Q10. Maut se pehle warison ke haqq mein waseehat karne wali ayat ______________________ hai.
- AMansookh
- BGhair mansookh
Informationen
- Beschreibung
- Tafseer of Surah Baqarah
- Autor
- Asiya Abdul Raoof
- Sprache
- English
- Aufrufe
- 1.247
- Schlagwörter
- Bewertung
- Noch keine Bewertungen Bewerte dieses Quiz