Quiz
TAFSIR SURAH KAHF {TEST-15}
Fragen in diesem Quiz (10)
1Mushfiqeen ka kya matlab hai?
- ANarm dil
- BSakht dil
- CDarne wale
2Mujrim kaun hoga?
- AKafir
- BMusalman
- CKoi bhi hosakta hai
3Ahsaha ka mana kya hai?
- APakadna
- BBulana
- CGhairna
4Sajda e Adam ka kya maqsad tha?
- AIbadat
- BBadai
- CTazeem
5Batil maboodon aur inke abidon ke darmiyan qayamat ke din kya hoga?
- ABhadakti hui aag
- BAdawat (nafrat)
- CBoth options
6''Mobiqa'' ka kya mana hai?
- AMulaqat ki jagah
- BJannat ka baagh
- CHalakat ka gadha
7Shaksiyat Parasti (hero worship) kya hai?
- APasandeeda
- BNa pasandeeda
- CShirk
8Quran mein kaisi misaalen bayan ki gayi hain?
- AJaandaron ki
- BBe jaan cheezon ki
- CHar kism ki
9Sarafna ka kya maana hai?
- ABadhana
- BKam karna
- CPher pher ke laana
10Falsafiyana (philosophical) soch aur behas insan ko kya kar deti hai?
- ANek
- BBa amal
- CGumrah
Informationen
- Beschreibung
- Tafsir Surah Kahf Quiz am TAFSIR SURAH KAHF {TEST-15}, erstellt von Asiya Abdul Raoof am 01/03/2019.
- Autor
- Asiya Abdul Raoof
- Sprache
- English
- Aufrufe
- 1.142
- Schlagwörter
- Bewertung
- Noch keine Bewertungen Bewerte dieses Quiz