GoConqr hat ein neues Design! Sag uns, wie es dir gefällt.

Quiz

Alamate Qayamat {TEST - 3}

Asiya Abdul Raoof 10 Fragen 1.252 Aufrufe

Quiz starten

Fragen in diesem Quiz (10)

  1. 1Q1. Qurbe qayamat ki ek nishani hai ke ___________________ ki amwat kasrat se hongi.
    1. AUluma
    2. BTalibe ilm
    3. CScience daan
  2. 2Q2. Ilme deen ka uth jana aur ______________ ka aam hona qurbe qayamat ki nishani hai.
    1. AKitabon
    2. BJahalat
    3. CIlmi muqablon
  3. 3Q3. Rasool (saws) ne farmaya ke waldain ki nafarmani qayamat ki nishani hai. Is hadeeth mein kis surah ki ayat tilawat ki ?
    1. ANoor
    2. BFurqan
    3. CLuqman
  4. 4Q4. Aurat ka apna malik jane se kya murad hai ?
    1. AHaml zaya karwana
    2. BKam bache janna
    3. CNafarman aulad
  5. 5Q5. Rasool (saws) ne farmaya ke _____________ cheezon ka ilm Allah ke alawa kisi ko nahi (mafatihul gaib)
    1. A3
    2. B5
    3. C7
  6. 6Q6. Ilme deen uthne ki kya wajah batai gayi hai ?
    1. AUluma ka takabur
    2. BUluma ka dunyawi zehn
    3. CUluma ki amwat
  7. 7Q7. Log fitno ke daur mein dajjal ki tamana kyun karenge ?
    1. ATake qayamat jald qayam ho
    2. BDajjal dunyawi khushali laega
    3. CJustaju ki wajah se
  8. 8Q8. Fitno ke daur mein sabr karna aag ke angare ko mutti mein lene jaisa hoga. Aise mein sabr karne ka ajr kitne admion ke barabar hoga ?
    1. A10
    2. B20
    3. C50
  9. 9Q9. Qurbe qayamat fitne itne shaded honge ke _______________ log _____________ per rashk karenge.
    1. AZinda - murdon
    2. BIlm wale - jahilo
    3. CAmeer - gareebon
  10. 10Q10. Teen fitno ke bare mein Rasool (saws) ne farmaya ke ye fitne qareeb qareeb kuch na chodenge. Isse kya cheez murad hai ?
    1. ADeen - imaan
    2. BTandrusti
    3. CKhushali

Informationen

Beschreibung
The signs of last day
Sprache
English
Aufrufe
1.252
Bewertung
Noch keine Bewertungen
Bewerte dieses Quiz
Bewerte dieses Quiz

Feedback

Worum geht es?

Wie gefällt dir das neue Design?

Dein Eindruck