Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Tafsir Surah Kahf Quiz am TAFSIR SURAH KAHF {TEST-6}, erstellt von Asiya Abdul Raoof am 28/12/2018.

1510
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 5 Jahre
Schließen

TAFSIR SURAH KAHF {TEST-6}

Frage 1 von 10

1

Rasool Allah saws ko Nabi bana kar bhejne aur as'hab-e-kahaf ko uthane ke liye kya lafz istemal hua hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Ba'asna

  • Arsalna

  • Ghafarna

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Ashab-e-kahaf ke kano ko band (seal) kardiya gaya tha is ke liye kya lafz istemal hua hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Fadarabna

  • Farghfirna

  • Fahadaina

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Amadan ke kya ma'ni hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Lambi muddat

  • Darmiyani muddat

  • Thodi muddat

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Aam taur par pur-josh aur bahadur kounsa tabqa hota hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Naujawan

  • Budha

  • Darmiyani umar

Erklärung

Frage 5 von 10

1

'Hizb' ka kya ma'ni hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Army

  • Budhay log

  • Dost

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Agar deen par amal karna kisi jagah mushkil hojaye to kya karna chahiye?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Hijrat karlen

  • Deen ko chupa kar rakhen

  • Duaen karen

Erklärung

Frage 7 von 10

1

'Rabatna' ke kya ma'ne hain?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Ilham hona

  • Mazboot hona

  • Both

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Dil kab mazboot hota hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Jab eemaan pakka hota hai

  • Jab pareshaniyan ati hain

  • Jab dushman hamlaawar hota hai

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Ghalat baat/bura kaam kis lafz ka matlab hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Shatata

  • Amada

  • Adada

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Ashab-e-kahaf ne kaha ke "hamara rab to wo hai jo _______ rab hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Asmano aur zameen ka

  • Tumhare but'to ka

  • Tumhara

Erklärung