GoConqr has a new look! Let us know what you think.

Quiz

TAFSIR SURAH KAHF {TEST-6}

Asiya Abdul Raoof 10 questions 1,516 views

Take the quiz

Questions in this quiz (10)

  1. 1Rasool Allah saws ko Nabi bana kar bhejne aur as'hab-e-kahaf ko uthane ke liye kya lafz istemal hua hai?
    1. ABa'asna
    2. BArsalna
    3. CGhafarna
  2. 2Ashab-e-kahaf ke kano ko band (seal) kardiya gaya tha is ke liye kya lafz istemal hua hai?
    1. AFadarabna
    2. BFarghfirna
    3. CFahadaina
  3. 3Amadan ke kya ma'ni hai?
    1. ALambi muddat
    2. BDarmiyani muddat
    3. CThodi muddat
  4. 4Aam taur par pur-josh aur bahadur kounsa tabqa hota hai?
    1. ANaujawan
    2. BBudha
    3. CDarmiyani umar
  5. 5'Hizb' ka kya ma'ni hai?
    1. AArmy
    2. BBudhay log
    3. CDost
  6. 6Agar deen par amal karna kisi jagah mushkil hojaye to kya karna chahiye?
    1. AHijrat karlen
    2. BDeen ko chupa kar rakhen
    3. CDuaen karen
  7. 7'Rabatna' ke kya ma'ne hain?
    1. AIlham hona
    2. BMazboot hona
    3. CBoth
  8. 8Dil kab mazboot hota hai?
    1. AJab eemaan pakka hota hai
    2. BJab pareshaniyan ati hain
    3. CJab dushman hamlaawar hota hai
  9. 9Ghalat baat/bura kaam kis lafz ka matlab hai?
    1. AShatata
    2. BAmada
    3. CAdada
  10. 10Ashab-e-kahaf ne kaha ke "hamara rab to wo hai jo _______ rab hai?
    1. AAsmano aur zameen ka
    2. BTumhare but'to ka
    3. CTumhara

Information

Description
Tafsir Surah Kahf Quiz on TAFSIR SURAH KAHF {TEST-6}, created by Asiya Abdul Raoof on 28/12/2018.
Language
English
Views
1,516
Rating
No ratings yet
Rate this quiz
Rate this quiz

Feedback

What is it about?

What do you think of the new look?

How do you like it?