GoConqr hat ein neues Design! Sag uns, wie es dir gefällt.

Quiz

TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-5}

Asiya Abdul Raoof 10 Fragen 1.499 Aufrufe Aktualisiert am 12 Jun 2020

Quiz starten

Fragen in diesem Quiz (10)

  1. 1Surah Nisa ayat 2 mein kis ke bare mein baat ki gayi hai?
    1. Aa) Yateem
    2. Bb) Ek se zyada nikah
    3. Cc) Wirasat
  2. 2Yateem hone ki ek shart ye bhi hai...
    1. Aa) Na baligh hona
    2. Bb) Ghareeb hona
    3. Cc) Beghar hona
  3. 3Jannat mein Nabi saw ke qareeb kaun hoga?
    1. Aa) Yateem
    2. Bb) Yateem ka sarparast
    3. Cc) Yateem ka walid
  4. 4Yateem ka sarparast yateem ke maal ka ____________ hota hai.
    1. Aa) Maalik
    2. Bb) Waaris
    3. Cc) Amaanatdaar
  5. 5Yateem ka maal khanewala apne pet bharta hai..
    1. Aa) Aag se
    2. Bb) Pattar se
    3. Cc) Najasat se
  6. 6 Yateem ke sar par haat pherne ko neki kyun kaha gaya hai?
    1. Aa) Woh mohabbat se mehroom hota hai
    2. Bb) Wo kam aqal hota hai
    3. Cc) Woh ghareeb hota hai
  7. 7Ek sahabi ne jab islam qubool kiya toh unki 10 biwiyan thin.Rasoolallah saw ne unko kya hukum diya?
    1. Aa) 10 biwiyan rakh sakte ho
    2. Bb) 4 biwiyan rakhlo baaqi ko chod do
    3. Cc) 2 biwiyan rakh lo baaqi ko chod
  8. 84 nikah _______ kaam hai.
    1. Aa) Farz
    2. Bb) Sunnat
    3. Cc) Mubah
  9. 9Aisa kaam jis ke karne ya na karne pe na koi gunah hai aur na hi koi ajar.
    1. Aa) Farz
    2. Bb) Nafil
    3. Cc) Mubah
  10. 10Jis ko darr ho ke woh biwion ke darmiyan adal nahi kar sakega,usko chahiye ke...
    1. Aa) Woh ek hi nikah kare
    2. Bb) Woh nikah na kare
    3. Cc) Woh ek se zyada nikah kare

Informationen

Beschreibung
TAFSEER SURAH NISA Quiz am TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-5}, erstellt von Asiya Abdul Raoof am 06/03/2020.
Sprache
English
Aufrufe
1.499
Verlauf
Erstellt am 6 Mär 2020 · aktualisiert am 12 Jun 2020
Schlagwörter
tafseer surah nisa
Bewertung
Noch keine Bewertungen
Bewerte dieses Quiz
Bewerte dieses Quiz

Feedback

Worum geht es?

Wie gefällt dir das neue Design?

Dein Eindruck