Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

TAFSEER SURAH NISA Quiz am TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-12}, erstellt von Asiya Abdul Raoof am 24/04/2020.

416
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor etwa 4 Jahre
Schließen

TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-12}

Frage 1 von 10

1

Muhsinaat se kya murad hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Laundiyan

  • b) Kanwari ladkiyan

  • c) Shadishuda auratein

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Hadith ka mafhoom : jo aurat paanch waqt ki namaz padhe,ramadan ke roze rakhe,apni sharmgaah aur shohar ke maal ki hifazat kare, wo...........

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Falah pa gayi

  • b) Jannat ke jis darwaze se chahe daqil ho jaaye

  • c) Iffatwali aurat hai

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Muhsineen ka opposite kya hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Zaakiraat

  • b) Musafiheen

  • c) Qaniteen

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Umar ra. ke daur mein nikah e muta ki kya saza di gayi?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Zina ki saza

  • b) Chori ki saza

  • c) Sarzanisht ki gayi

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Masajid mein gumshuda cheezon ka ailaan karwaya ja sakta hai.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Sahi

  • b) Ghalat

  • c) Koi harj nahi

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Court marriage kis wajah se jaiz nahi.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Ijab o qubool nahi hota

  • b) Gawah nahi hote

  • c) Wali maujood nai hota

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Khwahishat e nafs ki pairwi kise kahte hain?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Apni marzi karna

  • b) Walidain ki na manna

  • c) Allah se darna

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Aise kaam jo halakat mein dalnewale hain unko karke insan kisko halakat mein dalta hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Doston ko

  • b) Dushmano ko

  • c) Khud ko

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Chupi hui dostiyan karnewalon ki taubah qubool nahi hoti.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) True

  • b) False

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Hadith ka mafhoom : Jisne jaanne ke bawajood chori ka maal kharida wo.....

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Sakht gunahgaar hai

  • b) Baghi hai

  • c) Chori ke gunah aur saza mein barabar ka shareek hai

Erklärung