Quiz
TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-12}
Questions in this quiz (10)
1Muhsinaat se kya murad hai?
- Aa) Laundiyan
- Bb) Kanwari ladkiyan
- Cc) Shadishuda auratein
2Hadith ka mafhoom : jo aurat paanch waqt ki namaz padhe,ramadan ke roze rakhe,apni sharmgaah aur shohar ke maal ki hifazat kare, wo...........
- Aa) Falah pa gayi
- Bb) Jannat ke jis darwaze se chahe daqil ho jaaye
- Cc) Iffatwali aurat hai
3Muhsineen ka opposite kya hai?
- Aa) Zaakiraat
- Bb) Musafiheen
- Cc) Qaniteen
4Umar ra. ke daur mein nikah e muta ki kya saza di gayi?
- Aa) Zina ki saza
- Bb) Chori ki saza
- Cc) Sarzanisht ki gayi
5Masajid mein gumshuda cheezon ka ailaan karwaya ja sakta hai.
- Aa) Sahi
- Bb) Ghalat
- Cc) Koi harj nahi
6Court marriage kis wajah se jaiz nahi.
- Aa) Ijab o qubool nahi hota
- Bb) Gawah nahi hote
- Cc) Wali maujood nai hota
7Khwahishat e nafs ki pairwi kise kahte hain?
- Aa) Apni marzi karna
- Bb) Walidain ki na manna
- Cc) Allah se darna
8Aise kaam jo halakat mein dalnewale hain unko karke insan kisko halakat mein dalta hai?
- Aa) Doston ko
- Bb) Dushmano ko
- Cc) Khud ko
9Chupi hui dostiyan karnewalon ki taubah qubool nahi hoti.
- Aa) True
- Bb) False
10Hadith ka mafhoom : Jisne jaanne ke bawajood chori ka maal kharida wo.....
- Aa) Sakht gunahgaar hai
- Bb) Baghi hai
- Cc) Chori ke gunah aur saza mein barabar ka shareek hai
Information
- Description
- TAFSEER SURAH NISA Quiz on TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-12}, created by Asiya Abdul Raoof on 24/04/2020.
- Author
- Asiya Abdul Raoof
- Language
- English
- Views
- 428
- History
- Created on 24 Apr 2020 · updated on 12 Jun 2020
- Tags
- Rating
- No ratings yet Rate this quiz