GoConqr hat ein neues Design! Sag uns, wie es dir gefällt.

Quiz

Muharram

hiratanzeel 10 Fragen Aktualisiert am 19 Feb 2016

Quiz starten

Fragen in diesem Quiz (10)

  1. 1Maah e Muharram ki khaas ibadat kya hay?
    1. AShuhada ka matam aur soog manana
    2. BNabi ki hijrat ko yaad ker k rona
    3. CRoza rakhna
    4. DOper k sab
  2. 210 muharram ka roza yahodi kiun rakhty thy?
    1. ABani israeel ki firaaon say nijat ki khushi main
    2. BAdam (A.S)ki pedaish ki khushi main
    3. CKarbala main bhoka pyasa rehnay walon ki yaad main
  3. 3Gunahon say bachny k lye logon say milna julna kam rakhna chahye?
    1. ARichtig
    2. BFalsch
  4. 4Momin aur munafiq ka farq kya hay?
    1. ASadqaat
    2. BIkhlaqiyaat
    3. CNamaz ki pabandi
  5. 5Hijrat nabowat k konsay saal hoi?
    1. A17
    2. B10
    3. C13
  6. 6Amal ki hijrat kesy ki ja sakti hay?
    1. ANeend say bedari ki taraf
    2. BGheebat say naseehat ki taraf
    3. CNarazgi say darguzar ki taraf
    4. DSab options
  7. 7Islami saal k mahinay Muhammad (SAW ) nay banaye hain?
    1. ARichtig
    2. BFalsch
  8. 8Hijrat hum say kya layti hay?
    1. ADeen
    2. BQurbani
    3. CUmeed
  9. 9Aaj musalman qoom ki barbadi ki bari wajah kya hay?
    1. AHurmat waly mahinon ki be hurmati
    2. Bilm ki kami aur maal ki zyadti
    3. CDunya ki mohubbat aur moot ka khauf
  10. 10Dil k zang ko door kerny ka tareeqa kya hay?
    1. AKasrat say Quran parhna
    2. BMoot ko kasrat say yaad kerna
    3. CDin raat sajday main guzar dena
    4. DDini kitaboon ko kasrat say khareedna

Informationen

Beschreibung
Hurmat ka mahina
Sprache
English
Aufrufe
222
Verlauf
Erstellt am 13 Okt 2015 · aktualisiert am 19 Feb 2016
Bewertung
Noch keine Bewertungen
Bewerte dieses Quiz
Bewerte dieses Quiz

Feedback

Worum geht es?

Wie gefällt dir das neue Design?

Dein Eindruck