GoConqr hat ein neues Design! Sag uns, wie es dir gefällt.

Quiz

TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-12}

Asiya Abdul Raoof 10 Fragen 1.070 Aufrufe

Quiz starten

Fragen in diesem Quiz (10)

  1. 1Q1. Yahood aur Nasara ko kis cheez ki pairwi se roka gaya hai ?
    1. AUnke ilm ki
    2. BUnke amal ki
    3. CUnke khuwahishat e nafs ki
  2. 2Q2. Tilawate haqq se kya murad hai ?
    1. AItteba karna
    2. BIlm hasil karna
    3. CImaan lana
  3. 3Q3. Wo dastoor jo Allah ne anbiya ki zaban per bandon ke liye muqarar farmaya. Ye kis lafz ka manay hai ?
    1. A( milatahum) ملتهم
    2. B(usoolahum) اصولهم
    3. C(umorahum) امورهم
  4. 4Q4. Kis nabi ki awlaad mein se har daur mein anbiya ate rahe ?
    1. AIbrahim (as)
    2. BIdress (as)
    3. CMusa (as)
  5. 5Q5. Ibrahim (as) ne kis ko rizq dene ki dua ki ?
    1. AKafiron ko
    2. BImaan walon ko
    3. CDono ko
  6. 6Q6. Manasik se kya murad hai ?
    1. AIbaadat ke tareeqe
    2. BRehn sehen ke tareeqe
    3. CRasm o riwaj
  7. 7Q7. Nabi (saws) ne farmaya :- "mein apne baap _____________________ ki dua hoon"
    1. AIbrahim (as)
    2. BAbdullah
    3. CIshaq (as)
  8. 8Q8. Hikmat kya hai ?
    1. ADeen ki marifat
    2. BAhadeeth
    3. CDono sahi hai
  9. 9Q9. Shirk aur buray ikhlaq se paak karna kya kehlata hai ?
    1. AHikmat
    2. BTaskiya
    3. CFehem
  10. 10Q10. Ibrahim (as) aur Yaqoob (as) ne apni awlaad ko kis haal mein marne ki waseehat ki ?
    1. AMusalman
    2. BYahoodi
    3. CIbraheemi

Informationen

Beschreibung
Tafseer of Surah Baqarah
Sprache
English
Aufrufe
1.070
Schlagwörter
tafseerquranhadeeth
Bewertung
Noch keine Bewertungen
Bewerte dieses Quiz
Bewerte dieses Quiz

Feedback

Worum geht es?

Wie gefällt dir das neue Design?

Dein Eindruck