Quiz
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-17}
Fragen in diesem Quiz (10)
1Q1. Islam mein jang ka maqsad :-
- AAllah ke deen ka ghalba
- BMaal-e-ghanimat ka husul
- CDono sahi hai
2Q2. Ziyadati na karne wale ko aayat mein kya kaha gaya hai ?
- AMuttaqi
- BMuslim
- CMomin
3Q3. Qatal fitne se bada hai.
- ATrue
- BFalse
4Q4. Har kaam ko khubi aur khushi se anjaam dene wala :-
- AMuttaqi
- BMohsin
- CMomin
5Q5. Hajj ka rukn-e-aazam
- AQurbani
- BWaqu-e-arafah
- CJamraat ki rami
6Q6. __________________ se murad hai "dunya ki azmaishoon pe sabit qadam rehna.
- AHasanah
- BTaqwa
- CAhsaan
7Q7. Muzdalifa ki raat masnoon amal kya hai ?
- ANawafil ki kasrat
- BTasbeeh ki kasrat
- CSona
8Q8. Hajj ke dauran 9 dhul hijjah ko maghrib kahan padhi jaegi ?
- AArafaat mein
- BMina mein
- CMuzdalfa mein
9Q9. Arafaat mein kon si namaze jama ki jati hai ?
- AFajr Zuhr
- BZuhr Asr
- CMaghrib Isha
10Q10. Allah ki muhabbat mein Allah ki nafarmani se bachna.
- AZuhad
- BTaqwa
- CAhsaan
Informationen
- Beschreibung
- Tafseer of Surah Baqarah
- Autor
- Asiya Abdul Raoof
- Sprache
- English
- Aufrufe
- 1.460
- Schlagwörter
- Bewertung
- Noch keine Bewertungen Bewerte dieses Quiz