GoConqr hat ein neues Design! Sag uns, wie es dir gefällt.

Quiz

TAFSIR SURAH KAHF {TEST-12}

Asiya Abdul Raoof 10 Fragen 1.705 Aufrufe

Quiz starten

Fragen in diesem Quiz (10)

  1. 1Allah SWT Quran mein na shukri ko kya farmata hai?
    1. AKufr
    2. BBuri adat
    3. CGunah
  2. 2Duniya mein hamein neimatain kis wajah se milti hain?
    1. AHamari qabliyat
    2. BAllah ka fazal
    3. CDono options sahi hain
  3. 3Kis ko apni qabliyat ke ghuroor ki wajah se zameen mein dhasa diya gaya?
    1. ANamrood
    2. BQaroon
    3. CFiroun
  4. 4Apni naimaton ko lazawal samajhna?
    1. AKufr ki qism hai
    2. BNashukri hai
    3. CBiddat hai
  5. 5Momin shaks baagh ke malik ki kis baat pe chup na reh saka?
    1. AJab baagh ke malik ne us ki tazleel ki
    2. BJab baagh ke malik ne apni badhai ki
    3. CJab baagh ke malik ne Allah ka kufr kiya
  6. 6Baagh ka malik kis ka munkir tha?
    1. AAllah ki zaat ka
    2. BAkhirat ka
    3. CBoth
  7. 7Jaza saza ka inkari Allah ki kis sifat ka inkaar karta hai?
    1. AAdal
    2. BKaram
    3. CFazal
  8. 8Ma sha Allah, La quwwata illah billah kab kehna chahiye?
    1. AAchi cheez dekh kar
    2. BBuri cheez dekh kar
    3. Ckisi ko takleef mein dekh kar
  9. 9Allah jis per meherbaan hota hai us ko us ke kiye ki saza duniya mein nahi deta
    1. ATrue
    2. BFalse
  10. 10Baagh ke malik ne kab apni islah ki?
    1. AKhush hali mein
    2. BMomin ke samjha ne ke baad
    3. CBaagh ke ujad jane ke baad

Informationen

Beschreibung
Tafsir Surah Kahf Quiz am TAFSIR SURAH KAHF {TEST-12}, erstellt von Asiya Abdul Raoof am 08/02/2019.
Sprache
English
Aufrufe
1.705
Schlagwörter
tafsir surah kahf
Bewertung
Noch keine Bewertungen
Bewerte dieses Quiz
Bewerte dieses Quiz

Feedback

Worum geht es?

Wie gefällt dir das neue Design?

Dein Eindruck