Quiz
First chapter
Dieses Quiz enthält Fragetypen, die sich im gewohnten Player öffnen.
Fragen in diesem Quiz (20)
1Seerah Nabi SAW parhnay min mera maqsad?
- APaper min achy marks
- BSeerah sa ilm min izafa ho
- CSeerah sa meri apni zindagi aor mamlaat behtar ho sakin
2Seerah ka kia mutlab kia hy?
- Akisi bhi shaks ki zindagi ka achy buray halaat
- Basay shakhs ki zindagi ka halaat jis ka kirdar per kisi ko koi aitraz na ho
3Drust tareef per nishan lagayin
- AHadeeth sa murad Nabi SAW ka jawani sa akhri waqat tak ka aqwal, afaal aor iqrar hy
- BSeerah sa murad Nabi Saw ki pori zindagi ka hallat e zindagi hy
- CHadeeth nubuwat ka baad ka aqwal , afaal aor iqrar hy
- DSeerah sa murad nubuwat ka baad ka halaat hin
4Tibraani ki Hadeeth ka mutabiq Janaat ka bagh sa murad [blank_start]Ilm ki majalis[blank_end] hin
- AIlm ki majalis
- Bsar sabz bagh
- Cnahroon waly bagh hin
5Abu Mussa Ashri R.A ka mutabiq asa momin jo Quran parhta hy aor achy ikhlaq wala hy uski misal
- Akhajoor ki si hy
- Blemon ki si hy
- Cyasmeen ka phool ki si
6Sunnat sa murad
- Ahallat e zindagi
- BNabi saw ka aqwal, affal aor iqrar
- Chadeeth ka ilm sa jo ammal samnay aty hin
7Nabi [blank_start]pehli shariat[blank_end] ko nafiz karty hin jabkay Rasool [blank_start]nayi shariat[blank_end] nafiz karty hin
- Apehli shariat
- Bnayi shariat
- Cnayi shariat
- Dpehli shariat
8Seerat e nabi per likhi janay wali kutab ki tadad
- A10 lakh
- B5 lakh
9Hazrat Muhammad saw ka nasab nama min koi bhi bagair Nikkah ka nhi tha
- ARichtig
- BFalsch
10Nasab nama mubarak
- AMuhammad bin abdullah bin abdul mutlab bin hashim bin abd munaf bin qusai
- BMuhammad bin abdullah bin abdul mutlab bin hashim bin kalab bin qusai bin munaf
- CMuhammad bin abdullah bin abdul mutlab bin hashim bin abd munaf bin kalaab bin qusai
11Hazrat Muhammad SAW ka nasab nama Hazrat
- AHazrat Ishaq A.s
- BHazrat Ismail A.s
- CHazrat Musa A.s
12Quraish darasal Fahar bin malik ya khuzaima bin mudrakah ka laqab tha
- ARichtig
- BFalsch
13[blank_start]Abdul Mutlab[blank_end] na zam zam ko kunwa dobara khodnay ka sharaf hasil hoa
- AAbdul Mutlab
- BMuhammad saw
- CIsmail A.s
- DAbdullah
14Hazrat Muhammad saw ko doo [blank_start]zabiho[blank_end] ki olad kaha jata hy aik [blank_start]Ismail A.s[blank_end] aor dosray [blank_start]Abdullah[blank_end]
- Azabiho
- BIsmail A.s
- CAbdullah
15Nabi saw ka walid Abdullah ka intiqal [blank_start]madina[blank_end] min hoa aor walida Amina bibi ka intiqal [blank_start]abwa[blank_end] ka muqam per hoa
- Amadina
- Bmakkah
- Cabwa
- Dabwa
- Emakkah
- Fmadina
16Mulk sham ka safar min Nabi saw ki mulaqat [blank_start]bahira rahib[blank_end] sa hoi
- Abahira rahib
17Jang e Fujar isliya para ka iss min [blank_start]haram mahina[blank_end] ki hurmat pamal ki gayi thi
- Aharam mahina
18Hazrat Khadija r.a ka gulam [blank_start]Maisrah[blank_end] na Nabi saw ka aala ikhlaq aor buland shmail ki gawahi di
- AMaisrah
- Bwarqa
- Casad
19Hazrat Khadija r.a sa Nabi saw ki olad ki tarteeb
- AQasim, Zainab, Ruqayah, Ume kalsum, Fatima , Abdullah, Ibrahim
- BQasim, Zainab, Ruqayah, Ume kalsum, Fatima , Abdullah
- CIbrahim, Zainab, Ruqayah, Ume kalsum, Fatima , Abdullah, Qasim
- DZainab, Ruqayah, Ume kalsum, Fatima , Abdullah, Ibrahim
20Nubawat sa pehly Nabi saw min
- Akoi burayi nhi thi
- BAmant, Mardangi, Shujaat, Adal, Hikmat , haya aor mahman nawazi
- Ctajarat ka ilm nhi tha
Informationen
- Beschreibung
- first chapter test
- Autor
- Afia Ilahi
- Sprache
- English
- Aufrufe
- 20
- Schlagwörter
- Bewertung
- Noch keine Bewertungen Bewerte dieses Quiz